◄╝██▓░ Afreen Akhtar ░██▓╚► Assalam u - TopicsExpress



          

◄╝██▓░ Afreen Akhtar ░██▓╚► Assalam u Alaikum, Azizane Millate Islamia Bismillah hir-Rahman nir-Rahim Hadith: jab suraj Maghrib (paschim) se nikal jayega us waqt ( Allah ki ye nishani dekh kar) sarey log imaan le aayengey magar…. Abu Hurairah Radi allahu anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya Qayamat us waqt tak qayam na hogi jab tak suraj maghrib (paschim) se na nikal jaye , aur jab suraj Maghrib (paschim) se nikal jayega us waqt ( Allah ki ye nishani dekh kar) sarey log imaan le aayengey magar us waqt kisi ka imaan lana fayda nahi dega jo pahley imaan na laya hoga aur imaan ke saath neki nahi ki hogi Sahih Muslim, Vol 6, 396 -------------------------------------- The (Last) Hour shall not came till the sun rises from the place of its setting And on the day when it rises from the place of its setting even if all the people together affirmed their faith, it would not be of any avail to one who did not believe previously and derived no good out of his belief. Sahih Muslim, Book 1, Hadith 294
Posted on: Sun, 17 Aug 2014 06:41:00 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015