Akagrta..ikattha hona..kahan..kaise..ye bhi kai bar hum bata chuke - TopicsExpress



          

Akagrta..ikattha hona..kahan..kaise..ye bhi kai bar hum bata chuke h par fir bhi wapas sawal..fir ak bar dohra dete h..akagrta kyo nhi hoti..akagrta h kya..sabse pahle to yahi jan le..man se juri h akagrata..man..jisme bahut sari ichhaye h..kuchh abhi ki or kuchh pahle ki..in ichhao k chalte vichar paida hote h..sun k dekh k jab bhi bahar ichhao se talluq rakhne wala kuchh nazar ata h ya sunai deta h man apni soch k hisab se vichar karta h..hum ak hi h..par vicharo ne hume kai bna diya..kai tarh k bhav jaga diye or hum ak se kai ho gaye..yani fael gaye..yani ak nhi rahe..ab itne sare vichar honge to ak kaise honge..ak se hi akagr ki utpatti hui h..isse dusri tarh se dhyan ki awastha ki shuruat bhi kaha ja sakta h..dhyan kya h..yani hum jo kar rahe h usme na ho kar kahi or h..kahi or h to jo kiya wo thoda yad or thoda bhul jayenge. .bhul kyo jayenge kyoki man me vichar the..kyo the..kyoki humari ichhao ne paida kiye..kyo kiye..kyoki hum swabhav se kuchh banna chahte h..hasil karna chahte h nam kamana chahte daulat kamana chahte kisi ka achha karna chahte h or ye bhi chahte h k wo achha kiya hua hume bhi yad rahe or dusro ko bhi..bat kaha khatm hui..ahnkar par..chahna hi me h..ahankar h..bhogna or karna alag alag h..bhogne k liye karna or apni ichhao ko falibhut karna alag alag h..ak shunya ki or le jata h dusra ahankar ki or..kaha kar sakte h khud ko akagr..kahi nhi..khud k bhitar..iske liye kya karna hoga..ichhao ko janna hoga k kitni der ki h..ak shirt pasand aya..kharida..pahna..adat hui shirt ki..use utha k rakh diya..fir ichha khatm ho gai to use kisi ko de diya..favorite wo sda k liye nhi raha..yani ichha kitni der ki..waqt kitna gaya..energy kitni kharch hui..kitne logo ne kitne din ap bade achhe lag rahe ho kaha..humne kamre me band ho k pahnne k liye to nhi kharida tha..hum logo ko achhe lage..sundar dikhe isiliye na..ap bhi bhule or log bhi..ichhao ko jan lenge to hi sunna dekhna kam hoga..jitna janenge utna bikhrenge..jitna kam janenge utna ikattha honge..ikattha ho gaye to bahar har kiya hua yad rahega..kuchh bhulenge nhi..apne ap sari sthitiya wyavsthit hoti jayengi..pta chal jayega k kya zaruri h or kya nhi..ye pata chal gaya to dhyan swatah ho jayega..hum faele hi nhi h to ikattha hi h..akagr hi h..jab hum akagr h to hume kahi ja k akagrta hasil karne ki zarurat nhi..or jab zarurathi humare qabu ho gai to hum santusht ho gaye..santusht ho to mukt..munna ki bakwas ye wali fir se na dohrana pade..har bar humne kai post me yahi bate kahi h...iss bar dhyan se padh hi le..fir se yahi sawal utha to hume isse hi copy paste karna hoga..jo kriya me rahta ho use sawal karne k bad uss badmash ki post to padh liya karo..pahle bhi dohra chuke h k har post me har sawal ka jawab h agar dhyan se padha jaye to...ab bakwas band karte h..abhi k liye..bhul chuk kshma..sabko khub sara pyar or karmo ko pranam. .hari om namo naraynay..tatv me satya..jai bhole baba..
Posted on: Sat, 21 Sep 2013 19:18:25 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015