Assalamualaukum Warahmatullahi Wabarkatuhu Hisab- e-Qayamat Me - TopicsExpress



          

Assalamualaukum Warahmatullahi Wabarkatuhu Hisab- e-Qayamat Me Aasani Ke 3 Asbab: Hadees: Nabi-e-Kareem (Sallallahu Alaihay Wasallam) Ne Farmaya, “Teen (3) Baatein Jis Shakhs Me Hongi Allah Ta’ala Qayamat Ke Din Uss Ka HisabBohat Aasan Tariqey Se Lega Aur Uss Ko Apni Rehmat Se Jannat Me Dakhil Farmaeygaâ€. Sahaba-e-Kiram Ne Arz Ki, “Ya Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam)! Wo Kounsi Baatein Hain?†Aapne Farmaya, » (1). Jo Tumhe Mehroom Kare Tum Usey Ata Karo, » (2). Jo Tum Se Qata-e-Talluq Karey (Yani Talluq Tode) Tum Uss Se Milap Karo. » (3). Jo Tum Par Zulm Karey Tum UskoMuaf Kardo.
Posted on: Sat, 17 Aug 2013 10:14:24 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015