Ek baar ek pagal ko jail mein band kar diya gaya.. . . Pagal to - TopicsExpress



          

Ek baar ek pagal ko jail mein band kar diya gaya.. . . Pagal to Jailer:"mujhe ek kitaab likhni hai kagaz aur pen do mujhko . . Jailer:"abe tu kitab likh ke kya karega..?? . . Pagal:"publish kara ke famous banunga . . Jailer:"Hawaldar iss pagal koek copy aur pen do aake . . Pagal kitab likhna suru karta hai.. Pahle page pe likhta hai"Ek Raja ka ghoda jungle ki taraf chal diya" . . aur last page pe likhta hai"ghoda jungle pahunch gaya" . . Pagal:"jailer shaab ye lijiye padhiye ye kitab maine likhi hai maine.. . . Lekin sirf 1st aur last page padhiyega.. . . Jailer:"padhta hai use gussa aata hai kehta hai kya bakwas hai ye bich mein kya likha hai... . . Pagal:"tigdik tigdik tigdik tigdik tigdik tigdik.
Posted on: Mon, 12 Aug 2013 07:02:43 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015