HAMAREY PEER Peeran e Peer, Roshan Zameer, SARKAAR ABDUL QADIR - TopicsExpress



          

HAMAREY PEER Peeran e Peer, Roshan Zameer, SARKAAR ABDUL QADIR JILAANI (Radhi Allahu Anhu) Aap Kya JaanteY Hain Unke BaareY Me ..................................??? Name : Abdul Qadir Gilani... Laqab : Sultan e Auliya, Gouse Azam, Shaykh, Muhaddis, Mufti, MuJaddid, Sufi, Qadri..... Paidaish : 1st Ramzan 1077, NaJaf Iran Parda : 1166 AD (88 age) (Baghdad Iraq) Waalid : Hazrath Abu Salih (Rahimatulla) Walida : Umma Khair Fatima (Rahimatula) Aapke Waalid Ki 4rth Pusht Hazrath Imam Hasan (RadiAllahu Anhu) Se Milti Hai, aur Aapke Walida Ki Pusht Hazrath Imam Hussain (Radi Allahu Anhu) Se Milti Hai. Iska Matlab Aap Hasani Bhi Hain aur Hussaini Bhi Hain. Aapki Deeni Tabliq Damascus, Iran, Iraq, Somalia , Egypt aur Bahot SaareY Mulko Me Mashur Thi. SHAAN E GOUSE PAK Gouse Paak Ki Jis Din Wiladat Huyi Us Din JILAAN Shareef Me 1100 LadkeY Paida Huye aur Wo Sab WALI ALLAH Bangaye ... Gouse Paak Jab Unki MAA Ke Pait Me Thay, Jab Unke Ammi Cheenk Te Thi aur ALHAMDULILLAH KehteY.. Gouse PAK Apni MAA Ke Pait Se YARHAMUKULLAH Kehkar Jawab DeteY......... Subhaan Allah (KITAB E KHIBRA)
Posted on: Wed, 18 Sep 2013 07:52:44 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015