*Hadis e Pak** 1 Musalman dosry Musalman ka bhai hay wo na tu us - TopicsExpress



          

*Hadis e Pak** 1 Musalman dosry Musalman ka bhai hay wo na tu us par zulm karta hay na (mushkil halaat main) usy beyar o madadgar chorta hay Send this Sms Shukar ALLAH PAAK ka jis ne aap jaise insan se mera taluq jora magr afsos k mujh se kafi ghaltiyan bhi hui jo meri dunia o aakhrat ki nakami ka sabab bn sakti hain, Ho sakta hay pichlay saal SHAB.E.BAARAT pe mera AAMAAL NAMA meri ghaltion k sath band ho gaya ho, Agr kisi waqt meri kisi baat ne aapko dukh pohnchaya to KHUDARA mujhe maaf ker dein meharbani.. ALLAH TAALA maaf karne walon ko pasand karta hai. Me ap se dil se mafi chahta hn Plz duWao ma zaror yad rkhna Send this Sms **Hadis e Pak** Kisi Musalman ko jaiz nai k wo kisi Musalman ko khofzada kary (ABU DAUD V4 P391 H5004) Send this Sms if you have only one Bread and you are Hungry, you will never give it to the Birds, if you have only one Bottle of Water And you have to cross a Desert, you will never Wash your Feet with it, You have only one Life with which you have to earn JANNAT, so how can you Waste it in useless Deeds?? Realize the importance of your Precious Life, Because we will be Questioned by ALLAH PAAK about it on the day of Judgment. Think deeply about it !!! Send this Sms **Hadis e Pak** Jo shakhs apny (Musalman) bhai k kam ata rehta hay Allah usky kam main (madad karta) rehta hay (BUKHARI V2 P862 ) Send this Sms Prayers & seeds are similar in nature. Both having nothing within, but have the potential of creating everything..!! So remembr me in ur prayers :) Send this Sms **Hadis e Pak** Jis nay Meri Sunnat say mohabat ki us nay Mujh say mohabat ki or jis nay Mujh say mohabat ki wo Jannat main Mere sath hoga (IBNE ASAKIR V9 P343) Send this Sms ..... Nice words..... ...Jis ko Allah ne dua ki tofeeq di ho... ...Wo qabooliat se mehroom nahi reh sakta... ...Jise Allah astaghfaar ki tofeeq de... ...wo maghfirat se mehroom nahi reh sakta... ...Aur... ...Jis ko Allah shukar ki tofeeq ata kar de... ...wo naimat se mehroom nahi reh sakta.... Send this Sms Pyary Allah Pak !! Main nhi janta mery Dosto ko kya kya mushkilat hn pr Tu sb janta hy!! Main unki khamoshi or Tu unki aaho baqa sunta hy.. main unko hansty dekhta hu or Tu unko roty.. main unka zahir dekhta hu jabky Tu unki rooh tk sy waqif hy.. .Allah Pak main tujhsy dua krta hu k inhay wo sb kuch ata kr jiski inko zroorat hai,unki mushkilo ko door kr or unko aany wali zindgi my khushiyan or kamyabiyan ata kr or koi gham inky qreeb na aay ..!! (Ameen) Send this Sms 1 Bazurg Farmaty Hen K: DiL Ki 3 Ragen Hoti Hen. Agr Apny Eman Ko Parakhna Hy K Mera Dil Zinda Hy Ya Nehi! To 1: Quran Khol K Parho Dekho Dil Lag Raha Hy Ya Nai? 2: Us Mehfil Men Betho Jahan ALLAH Ka Zikr Ho. Dekho Dil Lagta Hy Ya Nai? 3: Tanhai Men Beth K Dekho K Kya Tumhari Tanhai Pak Saf Hy Khuda B Yad Aata Hy K Nai? Jawab Haan Men Hy To Tumhara DIL Abhi Zinda Hy. Agr Jawab Na Hy To Daro Or ALLAH Sy Dua Kro K Tum Py Rehm Frmaye...!!! Send this Sms Insan B Kitna KHUD GHARZ Hy Jab Kisi Ko PASAND Karta Hy To Uski BURAIYAN Bhol Jata Hy OR Jab Kisi Se NAFRAT Karta Hy To Uski ACHAIYAN Bhol Jata Hy Send this Sms Salam Mere Dada Jaan Ka Riza e Elahi Azawajal Say Kaal Intikal Hogaya 1 Bar Sureh Fatiha 3 Bar Sureh Iklas Par kar Esal e Sawab Kardyn. or App Say Request Hai Dua Karen ALLAH AZAWAJAL Unki Bakshish O Magfirat Farmaye. Ameen Suma Ameen Rehan Raza Send this Sms ~MAH-E-SHAWAL K 6 ROZAY~ Hazrat Abu Ayub Ansari Radi allahu anha bayan farmaty hain k Rasool Allah Salallahu Alyhi wasallam ne irshad farmaya Jisny Ramazan k Mahiny Bhar k Rozay Rakhy aur usk foran baad He Shawal k b 6 Rozay Rakhy tou Goya us ne Hamesha Zamany bhar k Rozay Rakh liye_ (Muslim Sharif) Send this Sms 10th Rozy ki Dua... Ay mery Prvrdigar hm Imaan laye,jis kay baais tu hmen bakhsh day or tu sb Reham krny walo se behtar Reham krny wala hai, Ay mery Malik aj Rehmat k ashray ka akhri din hy bus ,tu hmen apni Rehmat se mehroom na kryna Ameen... Send this Sms ik Qafla ek andheri Gali s
Posted on: Tue, 13 Jan 2015 21:47:13 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015