Hazrat musa ne allahtala se arz kiya "aye Malik jab tu khush hota - TopicsExpress



          

Hazrat musa ne allahtala se arz kiya "aye Malik jab tu khush hota hai to kya kaam krta hai? Allahtala ne farmaya ke jab Main khush hota hun to baarish barsata hun,Hazrat Musa ne dobara arz kiya ke jab aur zyada khush hota hai to kya krta hai? Allahtala ne farmaya ke main Betiyaan paida krta hun. teesri baar Hazrat Musa ne farmaya ki jab tu sabse zyada khush hota hai to kya krta hai? Allahtala ne farmaya main mehmaan bhejta hun............ Lekin phir v duniya in teen khushnudi se kyun ghabraati hai.
Posted on: Tue, 10 Sep 2013 18:11:59 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015