♥ Insan ki Marhalah waar Takhleeq aur Medical Science........ - TopicsExpress



          

♥ Insan ki Marhalah waar Takhleeq aur Medical Science........ ✦Hazrat Abdullah bin Mas’ud RadiyAllahu Anhu se Riwayat hai ke RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne Irshad Farmaya: Tum mein se har Aik apni Maa ke pait mein 40 din tak Nutfah ki shakal mein rehta hai, phir utne hi roz tak Munjamid khoon ki shakal mein, phir utne hi roz tak lothde ki shakal mein rehta hai.Is ke Baad Allah Subhanahu Wa Taala Aik Farishta bhaijta hai aur use Chaar baton (ke likhne) ka hukum diya jata hai aur use kaha jata hai:► Us ke Aml likh do (ye kya kya karega)► Us ka Rizq likh do (Maldar hoga ya Ghareeb)► Us ki umr likh do (use kab mout Aayegi)► Aur ye bhi likhdo ke ye Naik bakht hoga ya bad bakht (Jannati hoga ya Jahannami) us ke baad us mein Rooh phoonk di jati hai.[Urdu Ref :: Sahih Bukhari :: Vol.4 :: Hadith 3208]●◗► Insani takhleeq ke darj baala Marahil RasoolAllah Sallallahu Alaihi Wasallam ne 1400 saal hi Qabl bayan farmadiye the Jab ke Aaj ki Medical Science Jadeed Technology ki badolat in Marahil ke Aaiteraf par Majboor hai.●═════════════════◄►═════════════════●Narrated `Abdullah bin Musud RadiyAllahu Anhu: Allahs Messenger (Sallallahu Alaihi Wasallam), the true and truly inspired said, (The matter of the Creation of) a human being is put together in the womb of the mother in forty days, and then he becomes a clot of thick blood for a similar period, and then a piece of flesh for a similar period.Then Allah sends an angel who is ordered to write four things. He is ordered to write down:► His (i.e. the new creatures) deeds,► His livelihood,► His (date of) death,► And whether he will be blessed or wretched (in religion). Then the soul is breathed into him.[Sahih Bukhari :: Vol. 4 :: Book 54 :: Hadith 430]
Posted on: Sun, 23 Nov 2014 10:23:33 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015