Ishq woh bala hai Ishq woh bala hai Jisko chhuaa isne woh jala - TopicsExpress



          

Ishq woh bala hai Ishq woh bala hai Jisko chhuaa isne woh jala hai Dil se hota hai shuru Dil se hota hai shuru Par kambakht sar pe chadha hai Kabhi khud se, kabhi khuda se Kabhi zamaane se lada hai Itna hua badnaam phir bhi Har zubaan pe ada hai Ishq ki.. saazishein Ishq ki.. baaziyaan Haara main khel ke Do dilon ka juaa Kyun tune meri fursat ki Kyun dil mein itni harqat ki Ishaq mein itni barqat ki Ye tune kya kiya.. Phiru ab maara maara main Chaand se bichhda taara main Dil se itna kyun haara main Ye tune kya kiya Really nic song yaar "aneesa"
Posted on: Thu, 04 Jul 2013 11:33:55 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015