Its true must read Shaitan kehta hai k: 1:Azaan ki awaz sun kar - TopicsExpress



          

Its true must read Shaitan kehta hai k: 1:Azaan ki awaz sun kar Namaz ko na jane wala mera Bap hai. 2:Fazul kharch karne wala mera Bhai hai. 3:Imam sahab se pehle Rukoo, Sajda karne wala mera Beta hai. 4:Mehmaan aane per moo chirhane wali aurat meri Maa hai. 5:Sar pe dupate k bagair rehne wali aurat meri BV hai. 6:Bagair bismillah k khana shuru karne wale meri aulad hain. OR:Jo ye bat kisi ko batae woh mera dusman hai. OR:Jo na batae wo mera dost hai.
Posted on: Thu, 29 Aug 2013 09:51:48 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015