MANTRA KA RAHASYAMAYA RAJYOG |||||(((( VICHITRA. VEER. - TopicsExpress



          

MANTRA KA RAHASYAMAYA RAJYOG |||||(((( VICHITRA. VEER. HANUMAN. KI SADHNA ))))||||||| |||||||||(((((((( Om Shri. GURU ve Nama))))))))))||||||||||||||| Yah satya hai ki jeevan sidha - sadha nahi hai, jeevan me to saikado paresaniya hai , saikado sankat hai., saikado adchane hai, aur pag- pag par shatru hum par war karne ke liye ,taiyar hai. Ve jo hamare gale milte hai. Ve bhi peeth par chhura bhokne ke liye taiyar hai, ve jo hume ucha uthta dekhkar piche se saikado PRAKAR ke khanyantra rah rahe hai. Aur hamara sara jeevan visad, tanav, badhao, adchano, aur paresaniyo se jujhte huye vyatit hota hai. Paresaniya jisse haum pedit hai . ( hum raj marra ke jeevan me baar - baar rog- grasth hote hai.kabhi- kabhi sadharan to kabhi gambhir bemari se aap ghir hate hai. Aarthik sithit sabhale nahi sabhalti. Sharir me tej nahi, din ba din durbalta, havi hoti ja rahi hai. Shatru nut naye khnyantra se pareshan kar rahe hai. Ap unke khnyantro ko nisfal karne me asahaya hai. Pag - pag par sankat se ghir rahe hai. Karj ke ke dal- dal me fas gaye hai. Videsh yatra ya arthoparjan ke liye videsh me basne ki kamna hai. Lekin rukawate ,badhaye nirantar bani hui hai. Aap din raat pare sahan hai. Rato ko need va din ke chain ke liye aap taras rahe hai. Iska sama dhan kya hai, ???? Fir kis PRAKAR se is jeevan me tejasvita ,utsah ,prafullata ,joss, aaye, ? Kaun sa aisa madhyam hai, jiske madhyam se hum dikha sake, ki ek samanya pariwar me utpanna ho kar ke bhi bahut kuch , kar sakte hai hum sab, -; yah bahut kuch kar dene ki kshamta keval hanuman Sadhna se hi sambhav hai aur ye sab hanuman sadhak hi kar sakta hai. |||||||||(((((((((( MANTRA. )))))))))))||||||||||||||| """"". Om namo bhagwate aanjneyay maha balay swaha,,,, |||||||||||((((((( SADHNA KI VIDHI ))))))))))||||||||||||| Sabse pahle aap raat ko naha dhokar lal rang KA kapda pahnkar apne pooja sthal me hnuman ji ke beer yantra ki sathapna kare ( jo ki pran- pratistha se yukta chaitanya ho) fir yantra ki panchopchar se pooja kare iske baad aap nimna mantra KA jaap kare is prayog me aap ruddraksh ki mala KA prayog kare jo ki mala sanskar se yukta ho . Ye Sadhna 21 din ki hai jisme aap ko pratidin 11 mala KA jaap karna hai ye anusthan aap ko raat me hi sampanna karna chahiye. Din.me nahi. Ap ko bramh- charya KA jaha tak ho sake aap iska palan kare. Sarso ke tail KA deepak jalana hai. Sadhna ke samapti se samay hanuman ji agar prakat hote hai to ap ki Sadhna safal ho jaye gi lekin ye sab sadhak ke aatm bal ,bhakti ,aur uske biswas par nirbhar karta hai agar hunman ji prakat nahi bhi huye to unki chhaya aap ko jarur najar aaye gi ye mera khud KA anubhav hai. Isme koi sandeh nahi hai . Jeevan me bal ,buddhi ,sahas ,tejasvita , ooj , aur turanta nirnay lene ki kshamta ,sankato par vijay, prapta kar lene KA shahas aur sab kuch kah lene KA aadamya utsah KA mila jula roop yadi kanhi hai, to us shabd ko hanuman kahte hai. Bajrang kahte hai. Kiu ki jeevan pangu, nirbal, kamjor , asahaya logo ke liye nahi hai. Ve apne ap me hi jete - ji mare huye hai. Jinme utsah ki kami hai. Jinme shahas ki kami hai. Aur agar yah nahi hai to fir jeevan bekar hai. Agar aap bhi chahte hai apni samasyao se mukti ,apni paresaniyo KA anta , to aap bhuman beer Sadhna sampanna kar sakte hai. Aaap KA tantrik raj GURU ji maharaj
Posted on: Fri, 28 Jun 2013 09:05:34 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015