✦…...Maa ke Baad Khaala (Maternal Aunt) ka - TopicsExpress



          

✦…...Maa ke Baad Khaala (Maternal Aunt) ka Moqam…...✦ Narrated from Ibn Umar RadiyAllahu Anhu : A man came to the Prophet (Sallallahu Alaihi Wasallam) and said: O Messenger of Allah! I have been afflicted by a tremendous sin. Is there any repentance for me? He said: Do you have your mother? The man said: No. He said: Do you have any maternal aunts? The man said: Yes. He said: Then be dutiful to them. [Jami at-Tirmidhi :: Vol. 1 :: Book 1 :: Hadith 1904] ●════════════════════◄►═══════════════════● Urdu Translation: Hazrat Ibn Umar RadiyAllahu Anhu se Riwayat hai ke Aik shaks RasoolAllah Sallallau Alaihi Wasallam ki khidmat mein hazir hua aur Arz kiya: Ya RasoolAllah (Sallallahu Alaihi Wasallam)! Main ne Aik bahot bada Gunah kiya hai, Kya meri Toba qubool ho sakti hai? Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne pucha: Tumhari maa Zindah hain? Us ne Arz kiya: Maa to Zindah nahi. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Farmaya: To kya tumhari koi khala hai? Us ne Arz kiya: Ji han khala Moujood hain. Aap (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne Irshad farmaya: Khala ki khidmat aur un ke sath Accha sulook karo (is ki wajah se tumhari Toba qubool hojayegi). [Urdu Ref :: Jami at-Tirmidhi :: Vol. 1 :: Hadith 1966]
Posted on: Wed, 14 Jan 2015 10:02:57 +0000

Trending Topics



class="stbody" style="min-height:30px;">
According to Islamic teachings, apart from having the right
in-height:30px;">
Miért van Pentagramma Kazahsztánban? Nézd meg az Illuminati
..."Gründe, Angela Merkel nicht zu wählen: Nr. 53: Es gibt das
It is not fame nor riches that matter most,but it is your

Recently Viewed Topics




© 2015