Main aaj yani 14 August ko PTV Home ki special Azadi transmission - TopicsExpress



          

Main aaj yani 14 August ko PTV Home ki special Azadi transmission main yeh bataon ga kay Pakistan kay halat ka us kay artists pay kia asar par raha hy aur yeh bhi kay hum aik shanakht ki talash main kaisay kamyab ho sakty hn. (record main nay yehi karaya tha ub wo myri tasveer kay peechay Imran Khan ki press conference laga dain to mujhay pata nahin). producer mohtarma Nida Fatima Zaidi sahiba ka farmana hy kay mayray Tv pay nazar anay ka hadsa subha 8:15 say raat 9:15 kay darmiyan kisi bhi waqt paish aa sakta hy.
Posted on: Wed, 13 Aug 2014 19:21:57 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015