Mein nay mojooda siyaasi soorathaal par 22 June 2014 ko aik - TopicsExpress



          

Mein nay mojooda siyaasi soorathaal par 22 June 2014 ko aik article likha tha jo mayri wall k NOTES area mein mojood hy. Article boht taweel hy. Jo friends intellectual mind ya political skill rakhtay hoon un say request hy k article parh kar intellectual aur political discussion karain. Friends ki sahoolat k liay article yahaan paste kar dyta hoon. : Next 100 days Pakistan ki politics k liay boht important hain. 22 June · Pakistan mein national level ki political parties sirf 3 hain. 1. PMLN 2. PPP 3. PTI 272 National assembly ki seats mein say Punjab 150 + Sind 41 + KPK 35 = 226 seats k elaawa baqi 46 seats Karachi 20 + Baluchistan 14 + FATA 12 = 46 hain. PMLN ko Punjab based party honay ki wajaah say National Assembly mein majority hasil hy. Pakistan ki federal government PMLN ki hy. PMLN ki Punjab mein provincial government hy aur Punjab say national assembly ki 150/272 seats hain. PPP ki Sind mein provincial government hy aur Sind say national assembly ki 41/272 seats hain. PTI ki KPK mein provincial government hy aur KPK say national assembly ki 35/272 seats hain. Tahir-ul-Qadri ki Pakistan Awaami Tehreek (PAT) ki national assembly mein aik seat bhe nahi hy, Musharraf ki All Pakistan Muslim League (APML) ki national assembly mein aik seat bhe nahi hy, Sheikh Rasheed ki Pakistan Awaami Muslim League (PAML) ki national assembly mein sirf aik seat hy aur wo bhe Sheikh Raseed ki apni, Chaudhry Shujaat ki Pakistan Muslim League Quaid-e-Azam (PMLQ) ki national assembly mein sirf 2 seat hain. Altaf Hussain ki MQM ki national assembly mein 14 seats hain. PPP aur PTI national assembly mein opposition mein hain laykun PMLN government k khalaaf democratic parliamentary politics k matalaq No Confidence Motion laanay ki position mein nahi hain jub k Sind ki provincial government PPP aur KPK ki provincial government PTI k pass honay ki wajaah say PPP aur PTI Pakistan mein democratic parliamentary system ki jagah dictatorial system laanay ko support nahi kar saktein laykun PMLN government ko under pressure rakh kar upnay political interests zaroor achieve aur secure karnay mein lagi rehti hain. Pakistan k political scenario par Punjab based Political Party PMLN k Punjabi Prime Minister Nawaz Sharif ki elected democratic government ko 1999 mein topple karnay k baad aik baar phir say topple kar k Militancy Rule laanay k liay Urdu Speaking Hindustani Muhajir Retd.General Musharraf ki Direction, Urdu Speaking Hindustani Establishment ki Planing, Urdu Speaking Hindustani Muhajiron ki Racist, Fascist, Terrorist Mafia MQM ki Collaboration, jub k Urdu Media k Propaganda k sath Urdu Speaking Hindustani Mulla Qadri ko Role Play karwaaya ja raha hy. Urdu Speaking Hindustani Muhajir Retd.General Musharraf ki Dictatorship k daur mein banaaee jaanay waali PMLQ k President Chaudhry Shujaat & Co. aur Shaikh Rasheed & Co. k zariay Urdu Speaking Hindustani Mulla Qadri ko support karwaaya ja raha hy. 23 June 2014 ko Mulla Qadri k Canada say Pakistan aanay k baad Punjab mein Anarchy ka atmosphere create karnay k baad Sind based Political Party PPP aur KPK based PTI k zariay Pakistan level par Political Instability create karwaaee jaay gey jis k liay Non-Issues ko Issues aur Incidents ko Emotionalise kiya ja raha hy jo k Political Democracy nahi Political Conspiracy hy. Urdu Speaking Hindustani Musharraf, Urdu Speaking Hindustani Establishment, Urdu Speaking Hindustani Muhajiron ki Racist, Fascist, Terrorist Mafia MQM, Urdu Media aur Urdu Speaking Hindustani Mulla Qadri ka Punjab based Political Party PMLN k Punjabi Prime Minister Nawaz Sharif ki elected democratic government ko aik baar phir say topple karnay ka khyl Pakistan k political scenario par Punjabi sentiments ko activate kar day ga. Non-Issues ko issues aur incidents ko emotionalise kar k propagate kiay jaanay ki wajaah say public atmosphere emotional hota jaa raha hy jis ko without political strategy sirf administrative action k zariay tackle karnay say anarchy phyl jaani hy es liay PMLN ki Punjab leadership nay es mooqay par Urdu Speaking Hindustani Musharraf, Urdu Speaking Hindustani Establishment, Urdu Speaking Hindustani Muhajiron ki Racist, Fascist, Terrorist Mafia MQM, Urdu Media aur Urdu Speaking Hindustani Mulla Qadri ki conspiracies ko politically counter karnay k liay nationalistic political strategy adopt kar k Punjabi Card Khyl diya tu Pakistan level par Punjabi v/s Urdu Speaking Hindustani confrontation boast kar jaani hy. Pakistan level par Punjabi v/s Urdu Speaking Hindustani confrontation nay Pakistan ki politics ko Power Politics k bajaay Politics of Nations mein convert kar dayna hy jis say Punjab mein say tu Urdu Speaking Hindustani Mulla Qadri ko support karnay waalay PMLQ k President Chaudhry Shujaat & Co. aur Shaikh Rasheed & Co. ka safaaya ho jaana hy laykun PPP k Sind aur PTI k KPK mein Urdu Speaking Hindustani Mulla Qadri ki support k liay Political Instability Create karnay ki soorat mein Sind k under PPP v/s Sindhi Nationalists clash ho jaana hy jub k KPK mein tu PTI government he JUI + Sherpao government say replace ho jaani hy. Establishment, jis mein Baloch aur Sindhi tu hain nahi, Pathan hain tu sahi laykun policy-making aur decision-taking positions par boht kum hain, kyon k Establishment mein policy-making aur decision-taking positions par Punjabi k baad sub say ziyaada Urdu Speaking Hindustani hain Jin ki majority Urdu Speaking Hindustani Musharraf ko Assist, Urdu Speaking Hindustani Muhajiron ki Racist, Fascist, Terrorist Mafia MQM ko Support, Urdu Media ko Facilitate aur Urdu Speaking Hindustani Mulla Qadri ko Favour kar rahi hy. Nawaz Sharif nay khud agar Punjabi Card Khyl diya tu Pakistan level par Punjabi v/s Urdu Speaking Hindustani confrontation boast ho janay ki wajaah say Establishment mein bhe policy-making aur decision-taking positions par mojood Punjabi Establishment aur Urdu Speaking Hindustani Establishment mein confrontation shoro ho jaani hy jis k baad Baloch aur Sindhi Nationalists ko bhe Pakistan bunnay k 67 saal k baad shayid pehli baar pata chalay ga k jis Establishment ko Baloch aur Sindhi Nationalists, Punjabi Establishment keh keh kar gaaliyaan daytay rahay ous Establishment k field workers bayshak Punjabi ziyaada hon laykun Establishment ki policy-making aur decision-taking positions par Urdu Speaking Hindustani Establishment ka strong hold hy jis ki Urdu Media aur Urdu Speaking Hindustani politicians k sath strong working relationship hy. Nawaz Sharif k Punjabi Card khylnay k baad Punjabi Establishment v/s Urdu Speaking Hindustani Establishment mein confrontation paida honay k nateejay mein Pakistan ki politics nay Power Politics k bajaay Politics of Nations mein convert ho jaana hy jis say Nawaz Sharif ki leadership mein Punjabi nationalists, Sindhi nationalists, Baloch nationalists, Pathan nationalists nay Pakistan ki politics aur governance mein important position hasil kar layni hy jub k Urdu Speaking Hindustani Establishment k hath say Pakistan ki politics aur governance mein interference hameesh k liay khatam ho jaani hy. Es ka result yeh niklay ga k........ Qadri, Musharraf, Altaf Ko Punjabi Nawaz Sharif Ki Government Topple Karna Menhga Paray Ga. 2013 Mein Tu Mulla Qadri Waapis Canada Chala Gayaa Tha Laykun 2014 Mein Aanay K Baad Es Ko Musharraf K Sath Idhar Pakistan He Rehna Paray Ga. Altaf Hussain K Liay Dr. Imran Farooque Murder Case Mein Involve 2 Suspects Waisay He Government of Pakistan K Pass Hain Jin Ko Nawaz Sharif Kisi Waqt Bhe UK Government Ko Handover Kar Sakta Hy. Jub K Urdu Media Ko Sakhti K Sath Regulate Kiya Jaay Ga. Laykun agar....... Nawaz Sharif ya PMLN ki Punjab leadership nay Urdu Speaking Hindustani Muhajir Retd.General Musharraf ki Direction, Urdu Speaking Hindustani Establishment ki Planing, Urdu Speaking Hindustani Muhajiron ki Racist, Fascist, Terrorist Mafia MQM ki Collaboration, Urdu Media k Propaganda k sath Urdu Speaking Hindustani Mulla Qadri aur es k supporters ki non-issues ko issues mein convert aur incidents ko emotions mein divert karnay ki Political Conspiracies ko politically counter karnay k liay nationalistic political strategy adopt karnay k bajaay koi non nationalistic strategy adopt ki ya without political strategy sirf administrative action k zariay tackle karnay ki koshish ki tu Urdu Speaking Hindustani Musharraf, Urdu Speaking Hindustani Establishment, Urdu Speaking Hindustani Muhajiron ki Racist, Fascist, Terrorist Mafia MQM, Urdu Media, Urdu Speaking Hindustani Mulla Qadri aur es k supporters ki political conspiracies nay kum honay k bajaay mazeed burh jaana hy jub k Punjabi nationalistic approach rakhnay waalay Punjabiyon nay, jo k Nawaz Sharif k Punjabi leader aur PMLN k Punjab based political party honay ki wajaah say, Nawaz Sharif aur PMLN k emotional supporters hain, Nawaz Sharif aur PMLN say maayoos ho kar Nawaz Sharif aur PMLN ki support say withdrawn hona shoro ho jaana hy jis say nationalistic approach rakhnay waalay Sindhi, Baloch aur Pathan bhe Nawaz Sharif ki leadership aur PMLN ki politics say maayoos hoona shoro ho janay hain jis ki wajaah say Urdu Speaking Hindustani Musharraf, Urdu Speaking Hindustani Establishment, Urdu Speaking Hindustani Muhajiron ki Racist, Fascist, Terrorist Mafia MQM, Urdu Media, Urdu Speaking Hindustani Mulla Qadri aur es k supporters nay boht ziyaada mazboot ho jaana hy jis say anarchy phylna shoro ho jaani hy jis ki wajaah say Pakistan ki society confuse, economy collapse, administration corrupt aur government fail ho jaani hy jis ki wajaah say Pakistan disintegration ki taraf bhe jaa sakta hy. Durasaal, Foreign Affairs, Military Bureaucracy, National Establishment, Industry, Trade Business, Skilled Professions, National Media aur Baray Baray Shehroon par jis Qoom ki baalaadasti ho woh Qoom “Powerful” hoti hy aur politics es power ko hasil karnay ka raasta hy. Powerful honay k liay he her Fard, Community aur Qoom, politics karti hy, jin ko “Power Players” kaha jaata hy. “Power Players” her daur mein khyl khyltay aa’ay hain es liay her jugha politics hoti hy aur her daur mein hoti aaee hy. Yeh albata alug baat hy k kahein politics democratic system aur political ethics k tahat hoti hy aur kahein in k baghair, dictatorial methods aur political conspiracies k zariay. Pakistan mein bhe “Power” khyl ho raha hy. Pakistan mein es khyl k baray baray “Power Players” Urdu Speaking Hindustani, Punjabi aur Pathan hain kyon k Sindhi aur Baloch “Power Players” ka game local ya phir ziyaada say ziyaada provincial level tak ka hota hy, kyon k Foreign Affairs, Military Bureaucracy aur National Establishment mein Sindhi aur Baloch “Power Players” mojood he nahi hain, swaay Agriculture aur Politics k, Industry, Trade Business, Skilled Professions aur National Media mein bhe in ki position kamzoor hy jub k baray baray shehroon par, jahaan mass mobilization ziyaada kamyaab hoti hy, wahaan bhe in ka control nahi hy, es liay, assal game Urdu Speaking Hindustani, Punjabi aur Pathan “Power Players” mein hota raha hy aur ho raha hy, kyon k in ka game national he nahi international level ka hy. Albatah Sindhion ko kabhi kabhaar “National Political Power” ka khyl khylnay ka mooqa mil jaata hy, woh bhe jub Punjabi “Power Players” in ko support kardain ya Urdu Speaking Hindustani aur Pathan “Power Players” in ko Punjabi “Power Players” k maqaablay k liay support kar dain. Foreign Affairs, Military Bureaucracy aur National Establishment mein Urdu Speaking Hindustani, Punjabi aur Pathan “Power Players” nay morchay sumbhaalay hoay hain. Urdu Speaking Hindustani, Punjabi aur Pathan “Power Players” mein say bhe assal maqaabla Urdu Speaking Hindustani aur Punjabi “Power Players” mein he hy kyon k Pathan “Power Players” ki Urdu Speaking Hindustani “Power Players” k maqaablay mein Foreign Affairs, Military Bureaucracy aur National Establishment mein position kamzoor hy jub k Politics k elaawa, Industry, Trade Business, Skilled Professions aur National Media mein bhe Pathan “Power Players” ki Urdu Speaking Hindustani “Power Players” k maqaablay mein position kamzoor hy jub k baray baray shehroon par, jahaan mass mobilization ziyaada kamyaab hoti hy, wahaan bhe Pathan “Power Players” ki position itni mazboot nahi hy jitni Urdu Speaking Hindustani “Power Players” ki hy. Beharhall, Pathan “Power Players” ki ahmiyat apni jugha barqraar hy. Khass toor par Punjabi “Power Player” k maqaablay mein Urdu Speaking Hindustani “Power Player” k sath alliance ki soorat mein ya Urdu Speaking Hindustani “Power Player” k sath maqaablay mein Punjabi “Power Player” k sath alliance ki soorat mein. Foreign Affairs, Military Bureaucracy, National Establishment, Industry, Trade Business, Skilled Professions aur National Media mein, Punjabi “Power Player” k baad sub say ziyaada mazboot position Urdu Speaking Hindustani “Power Player” ki hy, jub k baray baray shehroon par, jahaan mass mobilization ziyaada kamyaab hoti hy, wahaan bhe Punjabi “Power Player” k baad sub say ziyaada mazboot position Urdu Speaking Hindustani “Power Player” ki he hy, es liay Urdu Speaking Hindustani aur Punjabi “Power Players” mein alliance k bajaay competition aur confrontation k imkaanaat ziyaada hain. Jub tak Foreign Affairs, Military Bureaucracy aur National Establishment mein Punjabi aur Urdu Speaking Hindustani “Power Players” ka game kisi aik “Power Player” k dosray “Power Player” par wazih baladasti haasil hojaanay ki soorat mein kisi nateejay par nahi ponhach jaata, ous waqt tak Pakistan mein Ammn aur Sakoon nahi hona. Agriculture, Industry, Trade Business, Skilled Professions, Media aur Politics say wasta rakhnay walay logoon nay apnay apnay “Power Player” ki kamyaabi aur makhaalaf “Power Player” ki shakast k liay apnay apnay “Power Player” ki ja bajaa himaayat aur makhaalaf “Power Player” ki ja bajaa makhaalfat kartay rehna hy. Mazhab, Firqay, Nasal aur Qoom ko banyaad bana kar apnay logoon ko unite aur makhaalfon ko divide karnay ka silsla rooz ba rooz barhta rehna hy. Pathan, Sindhi aur Baloch “Power Players” ko bhe es sorthaal mein apna kirdaar aik “Power Player” ki himaayat aur doosray ki makhaalfat ki soorat mein adda karna parna hy. Punjabi Pakistan ki population ka 60% aur Sindhi 12% hain, es liay Pakistan level per Punjabi aur Sindh level per Sindhi ko democracy suit kerti hy laykun, Urdu Speaking Hindustani chon k Pakistan mein sirf 2% hain es liay Democratic system mein Urdu Speaking Hindustani k elect ho kar Pakistan aur Sindh per RULE karnay ka imkaan tu rehta he nahein. Yeh he wajah thi k first Prime Minister of Pakistan, Liaquat Ali Khan k waqt say, (jo k Pakistan ka elected nahein bulkay Non-Elected Prime Minister Tha) Liaquat Ali Khan K Liay Aur Constitutional Assembly K Urdu Speaking Hindustani Members K Liay, Constituencies Bananay K Liay, UP, CP, Bihar Walon Ko Karachi Aur Sindh K Dosray Cities Mein La Kar Aabaad Kiya Gyaa, Jo Aaj Sindh Aur Sindhion K Liay Tabahi Ka Sabub Banay Hoay Hain. Punab mein, khas tour per Punjab k cities Lahore aur Rawalpindi mein tu UP, CP Walay, yaani Urdu Bolnay walay Hindustani, jin ko Punjabi MATARWA kehtay hain, 1849 say aabad hotay aaay hain. Jo Aaj Punjab Aur Punjabion K Liay Tabahi Ka Sabub Banay Hoay Hain. Urdu Speaking Hindustaniyon ki tarf say Pakistan k qiyaam say lay ker yeh propaganda chala aa raha hy k Pakistan Mein Dictatorship Honi Chaheay, Democracy Nahein, Urdu Speaking Hindustani Politicians, Journalists, Intellectuals, Government Servants, Skilled Professions, Trade and Business Related Urdu Speaking Hindustani Persons nay yeh bar bar kar k bhe dekhaya, jis k liay inhon nay Punjab Aur Fooj ko Pakistan, Islam k khatray mein honay ka shoor machaa machaa kar aur Fooj Aur Punjab ko Pakistan Aur Islam Ko Bachanay Ka Wahid Zariyaa karar day day kar Baywaqoof Banaya, Pakistan mein Democracy ko baar baar Derail karwayaa. Qadri Dramay ki soorat mein, Urdu Speaking Hindustani Muhajir Retd.General Musharraf ki Direction, Urdu Speaking Hindustani Establishment ki Planing, Urdu Speaking Hindustani Muhajiron ki Racist, Fascist, Terrorist Mafia MQM ki Collaboration, Urdu Media k Propaganda k sath Urdu Speaking Hindustani Power Players non-issues ko issues mein convert aur incidents ko emotions mein divert karnay ki Political Conspiracies k zariay yeh he khyl Nawaz Sharif ki Punjab based political party PMLN ki elected government ko topple kar k Pakistan mein Democratic Parliamentary System ki jagaah aysa Dictatorial System laanay k liay kar rahay hain jis mein Pakistan ki National Aur International policy-making aur decision-taking mein dominating position Urdu Speaking Hindustaniyon ki ho. Next 100 days Pakistan ki politics k liay boht important hain. In 100 days tak Urdu Speaking Hindustani Power Players nay non-issues ko issues mein convert aur incidents ko emotions mein divert karnay ki Political Conspiracies kar k Nawaz Sharif ki PMLN government topple karnay ki bharpoor koshish karai hy, jis ki wajaah say ya tu, 100 Dinoo k under PMLN Government ka Takhta ho jaana hy aur Urdu Speaking Hindustani Power Players Takht par hongay ya 100 Dinoo k baad, Urdu Speaking Hindustani Power Players ka Nawaz Sharif nay Takhta kar dayna hy aur PMLN ka Takht bayintaha mazboot ho jaana hy.
Posted on: Tue, 02 Sep 2014 16:23:30 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015