Meri kismat ke Har ek panne pe Mere jite ji Baad marne ke Mere - TopicsExpress



          

Meri kismat ke Har ek panne pe Mere jite ji Baad marne ke Mere har ek kal Har ek lamhe mein Tu likh de mera use Har kahani mein Saare kison mein Dil ki duniya ke Sacche rishton mein Zindagani keSaare hison me Tu likh de mera use Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana Uska hun us mein hun usse hun usi kaRehne de... Main toh pyasa hun hai dariya wo zariya woh jine Ka mere Mujhe ghar de gali de shehar de usi ke Naam ke Kadam yeh chalen ya ruken ab usi ke Vaaste Dil mujhe de agar Dard de uska par Uski ho woh hasin Gunje jo mera ghar Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana Mere hisse ki khushi ko hasin ko tu chahe Aadaha kar... Chahe lele tu meri zindagi par ye mujhse Vaada kar Uske ashkon pe gumon pe dukhon pe har uske Zakhm par Haq mera hi rahe har jagah har ghadi han Umar bhar Ab fakht ho bas yahi Woh rahe mujh mein hi Woh juda kehne ko Bichdde na par kabhi Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana Aye khuda aye khuda Jab bana uska hi bana Meri kismat ke Har ek panne pe Mere jite ji Baad marne ke Mere har ek kal Har ek lamhe mein Tu likh de mera use O... aye khuda Aye khuda khuda khudaO... khuda...
Posted on: Sat, 19 Oct 2013 14:45:06 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015