Part 2- gemini module jo astronut ko chand per le jata hai aur - TopicsExpress



          

Part 2- gemini module jo astronut ko chand per le jata hai aur wapas unko moon ki orbit mai gumte service module se jode deta hai jo wapas astronuts ko earth ki orbit tak ki safar karvata hai aur commad module woh chiz hai astronuts ko wapas earth ke atmospher mai ultra violet ray se bacha ke earth ke surface landind karwata hai....now trajady ye hai earth se apollo 13 launch huva after three crayo stages burns ke baad rocket earth ke gravitational force ke control se bahar tha ab target tha moon jiski taraf roket 44000 kmper hour ki speed se bhad raha tha formula 1 car ki speed 350 km per hour hoti ...then u mean it how speedy it ....safar thick chal raha tha chand ab kuch hazar km distance pe tha tabhi ek dhamaka huva aur pura rocket hile gaya thank god sabhi safe tha per kya huva ye pata nahi chala ...kuch minuto baad housten ke control center ko massage mile ....service module oxygen tank blasted jo ki use hota hai hydrogen ke burn ke liye oxidiser ke tor per pe becoz space mai oxygen nahi hota..!
Posted on: Thu, 01 Aug 2013 17:56:28 +0000

Recently Viewed Topics




© 2015