Pls...dhiyan se padna.......Qur an k sacha hone k kuch - TopicsExpress



          

Pls...dhiyan se padna.......Qur an k sacha hone k kuch mauzjaje......Q uran ki hifazat ki zimmedari khud Allah ne li h sari duniya mil kr bhi Quran ka ek word bhi nhi badal sakti Quran jaisa 1435 sal pehle tha aj bhi aisa hi h.....makkah shehar duniya ka center h jha kaba bna hua h yha se charo tarf duniya barabr h.....aur Quran pak me Allah ne 1435 sal pehle bta diya k hum maa k pet me bache me jb ruh(jaan) dalte h jb wo 3mahine aur 15 din ka ho jata jise aj duniya bhi manti h....∗ Quraan Me Por (Finger Prints) Ki Kyun Baat Ki ? …. ∗ 1435 Saal Pahle Insani Finger Print Ki Alag Haisiyat Ka Bayan Sirf QuraanSe ∗ Allah Ta’ala Quraan Me Farmata Hai Al-Quraan : Bismillah-Hirra hman-­Nirrahim !!! “Kya Insaan Yeh Khayal Karta Hai Ki Ham Uski Haddiyon Ko Hargiz Ikhat’ta Nahi Karenge’ Kiyon Nahi ! Ham Toh Uss Baat Par Bhi Qaadir Hain Ke Uski Ungliyon Ke Poron(Finger Print) Tak Ko Durust KarDenge” (Surah: Al’qayamah :Ayet # 3/4) Sabak: Quraan Me Allah Ne Por (Finger Prints) Ki Kiyon Baat Ki ? 1980 Me Sir France Golt Ne Tahqeeq Sar Anjaam Di Aur Us Tahqeeq Ki Raushni MeFinger Prints Ko Shanaakht(Ident ity) Ka Ek Ek ScienceTareqa Qarar Diya Gaya Tha. Dunya Bhar Me Koi Bhi Do Shakhs Ke Ek Jaise Finger Print Nahi Hote, Yahan Tak Ki Judhwan Paida Hone Wale Bachche Bhi Ek Jase Finger Prints Ke Hamil Nahi Hote. Yahi Wajah Hai Ki Dunya Bhar Ki Police Mujrimo Ki Identity Ke Liye Finger Print Ko Ahmiyat Deti Hai. 1435, Saal Pahle Insani Finger Print Ki Iss Alag Haisiyat Ko Kaun Janta Tha ? Saaf Zahir Hai Ke Iss Haqeeqat Ko Dunya Ko Banane Wale Ke Siwa Aur Kaun Ho Sakta Hai. Sirf Allah Rabbul Aalameen Hi Iss Haqeeqat Se Waqif Tha, Aur Ussi Parwardigar ne HamarePyare Nabi ko ye bat btayi thi.... Aur Quran ki sbse khas bat ye itni badi kitab 4,5 sal ka bacha bahut asani se yad kr leta h... Duaon ka talib
Posted on: Thu, 26 Sep 2013 13:31:53 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015