Saudi Arab : Janat-ul-Baqi se Azadari Krne K Ilzam Me Griftar Kiye - TopicsExpress



          

Saudi Arab : Janat-ul-Baqi se Azadari Krne K Ilzam Me Griftar Kiye Gae Iraqi Shia Haji Salam Kazim Ko Saudi Adalat Ne Saza e Mout ka Hukum Dediya hai..... Mein is saudi hukomat ki pur zoor mazmat karta hoon as a muslim ..... jo log bolty hain yahan saudi arab ka nizam ana chaiye un se aik sawal hai kya Ab Shia Rasool Allah s.a.w.w or Al-e-Rasool s.a.w.w k upar jo zulm hoe unka gham bhi na karen or jinhone kiye unko bura bhi nhi kahen???... Tamam Musalmano ko musalman Rasool Allah s.a.w.w ne kiya hai jo yeh baat nhi manta woh kafir hai chahe jitni ibadat karle kyon k Ap s.a.w.w Allah k Mehboob hain jo unse dil se muhabat nhi karta us se Allah kaise muhabat kare ga sirf zaban se muhabat karna kafi nhi kyon k Allah dil k hal janta hai... jo hum sab k Rasool Allah s.a.w.w Mola hain unky ghar ki khushi tamam musalmano ki khushi or unky ghar ka gham tamam muslmano ka gham hai jo is baat se inkar karty hain woh kaise musalman hain Allah hi janta hai.. ab gham bhi nhi bna sakty unky ghar walon ka jinhone sb kafiron ko musalman kiya aj unki mazlomiat pe rone waloon ko saza di jaye or hum khamosh dekhty rahen..... yeh kaise musalman hain???
Posted on: Fri, 01 Nov 2013 11:01:08 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015