Some lighter moments !!! 󾌵 SORRY but 󾌸Santa ka Padosi Mar - TopicsExpress



          

Some lighter moments !!! 󾌵 SORRY but 󾌸Santa ka Padosi Mar Gaya: Wo Uske Ghar Gaya or Pucha: Body Aa Gai Kya? Tabhi Body Lekar Ambulance Aa Gayi. Santa : Lo Batao, Kitni Lambi Umar Hai. -------------------------- Santa at petrol pump Bhai 1rs ka petrol dal do. Salesman: Bhai itna sara petrol dalva ke kahan jana hai? Santa: Jana kahan hai hum to aise hi paise udaate hain!! --------------------------- Santa Car ki Battery change karwane gaya. Mechanic: Sahab, Exide ki Daal doon? Santa: Nahin yaar, Dono side ki daal de warna phir Problem hogi. -------------------------- Ek admi khade-khade chaabi se apna kaan khujla raha tha Santa use gaur se dekhte hue bola- Bhaisahab, aap start nahi ho rahe to dhakka lagau. --------------------------- In exam hall a girl to santa: Mujhe bas is ans ki starting bata do baki main likh lungi. SANTA ne dhyan se idhar-udhar dekha,fir dhire se bola: “The” -------------------------- Santa: Dettol sabun hai? Dukandaar: Hai, Santa: Accha wala? Dukndar: Ha Santa: Acchi quality ka hai na? Dukndr: Ha Santa: Hath dhokar 1 Kilo aatta dedo. --------------------------- Santa ke lips jale hue the Banta: Kaise jale Santa: Wife ko railway station drop krne gaya tha. Banta: To? Santa: Khushi ke mare. Train ke engine ko choom liya!!!
Posted on: Mon, 09 Sep 2013 14:16:50 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015