Sunday...TIME PASS..... Aage, Raj bada hote gaya aur ek din Raj ko - TopicsExpress



          

Sunday...TIME PASS..... Aage, Raj bada hote gaya aur ek din Raj ko ek business man gaya aur Raj ki bahaduri usaka jiddi swabhaw business man ke kam aaya aur businessman Raj ke sath bahut aage gaye .Raj ka business man ke ladki ke sath pyar ho gaya aur business man ko Raj pasand tha isliye dono ki shadi ho gaye ,suru me bahut acha chala , Raj ke sasur ne apani puri jaydad RAJ aur beti ke nam kar di ,lekin Raj ki jitne ki aadat nahi gaye ,Raj ek ke bad ek coy ka malik hota gaya aur apane pyar se dur koun ki wah apne pyar ko samay hi nahi de pa raha tha parinam sarup usaka pyar bhatak gaya aur Raj ke nukar se anetik sabhand banane me majbor ho gaya Raj ko yah bat pata chali to Raj ne apane pyar ko khub samjhaya par kuch nahi hua usaka pyar hawasw me andha ho gaya tha ,..... Raj jivan ki har baji jita tha magar a baji harne wala tha, Raj ne ek aakhari khel Jivan ka aakhari khel,...apane pyar se kaha tu tere pyar ko bula dekhate hai koun mujse bhi jada mere pyar se pyar kaise kar sakta hai ... ek din mukarar hota hai tino sath baithate hai . pura ke pura mahol sant , Raj andar jata hai aur do pyale sharbat ke le aata hai aur apane pyar se kahta hai in do pyalo me se ek me jahar hai aur ek me sarbat , ham do sath apane apane pyale piyege jo bachega usaka pyar sachha, dono sath me pyale uthate hai magar Raj ke pyar ka pyar pyala fek ke bhag jata hai aur Raj apana pyala pi jata hai. Raj ka pyar bahut rota hai Q ki use Raj pyar samjha me aata hai Raj apana pyala pikar bhi jinda rahta hai Q ki jahar to niche Raj ke pyar ka pyar fek ke de kar bhag jata hai , Raj ka pyar Raj ke kadmo me gir jata hai Raj se mafi manta hai lekin Raj ka to wah aakhari khel tha wah Apane pyar se kahta hai mai Aaj jit kar bhi har gaya Q ki tu ab mera pyar nahi raha aur Raj apane pyar ko puri jaydad de ke chala jata hai , jivan .
Posted on: Sun, 18 Aug 2013 09:30:43 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015