▄Tajiya---✔ ▄--Auliya Allah-✔ ▄--Ke - TopicsExpress



          

▄Tajiya---✔ ▄--Auliya Allah-✔ ▄--Ke Tarike ▄▄▄▄▄▄Se...!!-✔ ▄▄▄▄▄▄▄▄ ----Tajiyadari--✔ ----------Aur -✔-Hazrat Shah-✔ -Abdul Aziz -Muhaddis -Dehlvi (Rehmatullah Alaih) ▄▄▄▄▄▄▄ ▄▄Hazrat Shah Wali-ullah Muhaddis dehlvi ka gharana hai..✔ jiske khusha cheen tamam ulema rahe. Hazrat Shah Abdul Aziz Muhaddis Dehlvi (Rehmatullah Alaih) Apne Fataawa -----Sabut--- -✔(Al-Maroof Fataawa Aziziyah , vol.1 , page 66) par Taaziya Daari ke mutaalliq farmate hain ... ▄▄▄Is faqeer ke makan pe saal mein do Mauqon par Ijtema e Azeem hota hai.. ▄-✔-Eik Rabi -ul-Awwal sharif mein aur doosra Muharram mein Youm e aashura ke din.. ke Is Din Rooh e Mubarak Paighambar e Khatim sarwar e Ambiya (Sallallaho Alaihe wa Aalehi Wasallam) ki Nihayat Ghamgeen hoti hai ..aur ye faqeer khud waqeyaat e shahadat bayan karta hai.. aur ittefaaq se agar Marsiya Mashroo padhne ka mauqa hoti hai to ahle mehfil ke sath sath is Faqeer ko bhi Girya o buka Laahiq hoti hai, phir Fateha Hazraat Imamayn Alaihumas Salam ki hoti hai aur ▄✔-sabeel o Langar ▄▄-Taqseem-✔ ▄▄▄hota hai.. Lehaza agar ye sab kuch jiska zikr kiya gaya hai ..Faqeer ke nazdeek jayaz na hota to Ye Faqeer hargiz iska iqdaam na karta ye Aqeeda O Amal Mehez eik Alim ka nahi Balke Imam ul Hind Maarja ul Ulama ▄▄-Muhaddis e Jaleel Hazrat Allama Shah Abdul Azeez Muhaddis Dehlvi (Alaihir rehmah) ka hai jinki zaat e sutooda sifaat se Barr e Sagheer ke ilmi Minare aaj bhi chamak rahe hain! ▄-Hazrat Maulana ▄-Salamat Ali Sahib Muhaddis (Alaihir rehmah) farmate hain..aap ▄▄▄Hazrat Shah ▄▄▄Abdul Azeez ▄▄▄sahib ke tilmiz e rasheed hain...Apne Fataawa mein farmate hain ke ▄AL-Hamdolillah-✔ ▄▄▄Taaziya-daari ▄▄▄Aasaar e Islam mein se hai aur eik Aalam iske faizaan se Behrawar hota hai aur iske bohat se deeni faiyde gain ------Sabut--✔-- (Ref : Tabseeratul Imaan) Hazrat Qibla e Aalam Shah Niyaz Ahmad Sahib bareilvy (Rehmatullah Alaih) jo Zabardast Aalim e Deen O Sufi e Saafi o Wali e Kamil O Wali gar hain ke eik zamana jinki buzurgi o azmat ka qaail hai .. TASMIYA SHAREEF > Continue reading
Posted on: Wed, 22 Oct 2014 09:12:09 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015