Teaching aik respect able profession hai.aur hr student pe teacher - TopicsExpress



          

Teaching aik respect able profession hai.aur hr student pe teacher ki respect frz hai.hmare pyare nabi (PBUH) ne frmaya mein dnya mein mualam bna kr bheja gya hn.isi trah teacher ki respect ka andaza is waqiye se lgaya ja skta hai k khalifa haroon rasheed k bete mehz ustad k jote uthane pe jhagr parhe 2no jote utha kr ustad k agey rkhna chahte the phr teacher k kehne pe 2no aik aik jota utha laye.khalifa ne apne drbar mein pucha btao dnya mein sb se zyada qabl e ehtram kn hai sb ne kaha ap.khalifa ne kaha nhi blky wo shkhs jis k jote uthane k liye khalifa k bete larhte hain.ye tha teacher ka ehtram isi trah stdnts k rights hain aur wo ye k teacher pori mehnt se stdnt ko prhai aur un ko nisab k ilawa moral values b btaye ta k wo a6a student hone k sth sth responsible citizen b ho.lkn agr hm dor e hayr pe nazar dorhain to hr trf aik ajeeb si kefiyat dikhai deti hai teacher k teachers tashadud psnd ho gaye hain n stdnts scl se nafrat krna shuro kr dte hain.isi trah stdnts teacher ki respct ni krte aur gunda gardi dkhate hain jise hm stdnt grdi kehte hai.abi kal hi lahore mein aik teacher ne 5 years ki larki ko sbq na yad krne ki wja se tashadud kiya.aur bchi ki aik tang aur naak ki hadi toot gai.os larki ka bap aur bhai pehle mazor hain. Isi trah laste days news ayi thi k university k stdnts ne 2 teachers ko room mein bnd kr dia.aik aur k prctcl mein cheating na krne dene pe stdnts ne principal ko mara. Lkn hs trf ye sort e hal ni hai kci teacher n stdnt be misal hote hain.salute them and a request k apne teachers ka ehtram n stdnts se pyar krain.
Posted on: Sun, 02 Feb 2014 05:05:20 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015