Yeh na thi humri kismat k wisaal e yaaar hota Ager or jeetay - TopicsExpress



          

Yeh na thi humri kismat k wisaal e yaaar hota Ager or jeetay rehtay yahi intzaar hota Taray waaday per jiye hum tu yeh jaan jhoot Jana K khuhshi se murr na jatay ager aitbaar hota Yeh kahan ki dosti hai k banay hain dost nasseh Koi chaara saaz hota koi gum gusaaar hota Kahon kiss se main k kia hai Shab e gum buri bala ha Mujhay kia bura tha mrna agur aik baaar hota Hoye murr k hum jo ruswa hoyee kiun na garq e dAriya Na kabhi janaza uth ta na kahin mazaaar hota Yeh massayel e tassawaf yeh tara biyaaan GALIB Tujhay hum wali samjhtay jo na bada khawar hota.
Posted on: Thu, 21 Nov 2013 19:29:35 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015