Yu To Chand bhi Bhatakta hai Rat Bhar Me jo Bhatak gaya to Bat - TopicsExpress



          

Yu To Chand bhi Bhatakta hai Rat Bhar Me jo Bhatak gaya to Bat kya Sari Duniya Roti hai Chup kar Me jo thoda Ro liya to Bat Kya Har Kisi Ko Talab hai Pyar Ki Maine thoda Soch liya to Bat Kya Roshni ki Chah to sab ko hai Maine thoda Andhera mang liya to Bat kya Zindagi k is Haseen Khwab me Maine Use mang liya to Bat Kya Har kisi ne Mehfil ko Chaha Yaha Maine Tanhai ko Chaha to Bat kya Yu to Chand bhi Bhatakta hai Rat bhar Me jo Bhatak gaya to Bat kya
Posted on: Mon, 19 Aug 2013 18:28:31 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015