Zindagi Mein Kuch Paya Aur Kuch Khoya Lekin Tujhe Khona Nhi - TopicsExpress



          

Zindagi Mein Kuch Paya Aur Kuch Khoya Lekin Tujhe Khona Nhi Chahta Maa Zindagi Ne Kabhi Hasaya Aur Kabhi Rulaya Lakin Tujhe Rulana Nhi Chahta Maa Yaad Aati Hai Bahot Tere Bachpan Ki Wo Lory Isi Liye Teri God K Elawa Kahin Aur Sona Nhi Chahta Maa Kitna Daanta Tha Tune Bachpan Mein Ab Q Nhi Daandti Tu Mujhe Maa Kaise Zinda Reh Paunga Main Tere Baghair Kabhi Fursat Mile Mujhe Tu Ye To Bata Maa Zindagi Tune To Meri Roshan Kar Di Lekin Khud Kiss Andhere Mein Kho Gayi Tu Maa Kabhi To Khila Mujhe Apne Hath Ki Roti Aaj Kal Bhukh Bahoth Lagthi Hai Mujhe Maa Kahaan Ho Tum, Aa Kar Lagalo Gale Iss Bebas Prince Ko Na Jane Kis Kaash Main Nikal Jaye Meri Saans Maa…
Posted on: Fri, 22 Nov 2013 11:23:16 +0000

Trending Topics



i Kafir 4

Recently Viewed Topics




© 2015