______________ASSALAMUALIEKUM WARAHMATULLAHI - TopicsExpress



          

______________ASSALAMUALIEKUM WARAHMATULLAHI __________________ ___________________WABARAKATEHU Aaj shab ~e barat hain aur ye mubarak raat islam ke andar barkat rato me se ek hain ______________ Pehle darze me jis raat ko Allah subhana wataala jiski fazeelat ke bare main Allah ne quraan ki surat (sura - Al - qadr) main farmaya hain_______________________ Dusri raat Jo hmare liye bahut barkat wali hain wo hain shab ~e~ barat jo aaj hain ye wo raat hain ki har ek neki ko Allah tala ne 70 Gunaah jiyada milta hain Allah ki rehmat najil hoti hain ______________________ Allah ne nabi huzur Sallallahu taala alahi wasallamke irsaad kaMafhoom hain ki subhan ki 15th raat ibadat me guzaro Aur din roze main ________________________ Allah is raat ko sabse niche Aasman pr aa jata hain aur aleaan karwata hain ki Koi touwa karne wale ki main uski touwa qubool karu_ hain koi maghfirat chahne wale ki main uski maghfirat karu__________________________________ Dost ye raat ibaadat ki rat hain Nawafil padne ki raat hain quraan ki tilawat karne ki raat hain ____________________ Tasbeehat padte- padte zubaan ko thaka dene ki raat hain Puri raat jagte huye Aakho ko suza dene ki raat hain____________________________ Aur yaad rakhe iska badla bhi Allah tala ke yahan itna hi bada hain _____________________ Ek hazrat jo joi quraan me se pade to 30 nekiya milne ka irsaad hain to zra sochiye__________________ Mere bhaiyo ye kitna bada sawab kamane ka mouka hain _________________ Meri aap sab se gujaris hain ki is raat ko jaya na hone de________________ (1) quraan ki tilawat karey jiyada se jiyada (2) Nafil namaz pade (3) La ilaha illallah - aur Astaghfar kasrat se pade__________ Allah muje aur sare musalman bhaiyo aur bahino ki aur tamam ummat ~e~ muhammadiyo ko hidayat de Aur hamare gunaho ko maaf farmaye_________________ AAMEEN SUMMA AAMEEN YA RABBIL AALAMEEN YA GAFHFURUL RAHEEM YA REHMANUR RAHEEM LAILAHA ILLALLAH MUHAMMADUR RASOOL ULLAHA SALLAHU TAALA ALAHI WASALLAM
Posted on: Mon, 24 Jun 2013 05:39:29 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015