ahle khabees , wahabi de jawab challenge ???????????????????? Yeh - TopicsExpress



          

ahle khabees , wahabi de jawab challenge ???????????????????? Yeh chand Hawalay haazir hain, in ko parh kar Aap khud hi faisla karlen, k kya in Kufriya Aqaid pe Amal karne waale Afrad Musalmaan kehlanek Haqdaar hain?? Agar yeh Kufriya Aqaid rakhne waale KAAFIR hain , to in ko Musalmaan samajh kar Namaz main Imaam Banana kiya KUFAR NAHIN??? WAHABI AQAID: AQEEDA # 1 : Huzoor (Aleh Salaam) ka Mazaar Gira dene k Laayak hai , Agar is k Gira dene par Qaadir hogaya to Gira dunga ... said by Bani WAHABI Mazhab, Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi ( kitaab : Auzah Al Braheen) AQEEDA # 2 : Meri Laathi, Muhammad (Aleh Salaam) se behtar hai, Q k, is se Saanp maarne ka Kaam liya ja sakta hai, Aur Muhammad mar gae, unhen koi Nafa Baaqi na raha ... (Nauzubillah)... said by Bani WAHABI Mazhab, Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi ( kitaab : Auzah Al Braheen, Page : 10) AQEEDA # 3: Muhammad Bin Abdul Wahab Najdi ka Aqeedah tha k Jumla Aehle Aalam O Tamaam Musalmanaan , Diyar-E-Mushrik O Kaafir hain, aur un se Qatal O Qataal karna , un k Amwaal ko un se Cheen lena Halaal aur Jaez balke Waajib hai.. (Maakhooz Hussain Ahmed Madni, ( Ash Sahab us Saqib , Page : 43) Kutub khana , Aezaziya Deoband) Angrez se WAHABI naam k Bajae AHL-E-HADEES ki Manzoori: Akaabir-E-WAHABIYAH se Unhi Muhammad Hussain Batyaalwi ne Angrezon se in ki Khushaamad kar k in se Aelaan O Wafaadaari kibina par Wahabiya ka naam WAHABI k Bajae AHL-E-HADEES manzoor karwaya.. Wahabiya k Mujaddid Nawaab SIDDIQUE Hasan khan Bhopaali likhte hain: Chunaa chay yeh Daawa Irsaal Rusal Molvi Hussain Batyaalwi ko Sir Henry O Boowens leftinent Governor Bahaadur Mumaalik-E-Punjaab k Ijlaas main Pesh kiya gaya tha , Ba jawaab-E- Darkhuwaast Mazkoor Leftinent Governor Sahab Mosoof ne MOLVI Muhammad Hussain Batyaalwi ka Shukriya Ada kiya , Lekin kisi masalay se Elchi ko rawana karna pasand na kiya , baad is k Firqah-E-Mohideen Lahore ne Sahab Bahaadur Mosoof ki Rob kaari main Istadaa pesh kiya k Mohideen jo Lafaz-E-Badnaam Wahabi se se Pukaare jaaate hain aur Itlaaq is Lafz ka Aaema-E-Mohideen par kiyajaata hai, so bator Sarkaari ishtihaar diya jaway, k Aaendah Firqah-E-Haye Mohideen Lafz-E-Badnaam WAHABI se na muntakhib kiye jaawen Chuna cha Leftinent Governor Sahab Bahaadur Mosoof ne is Darkhuwaast ko manzoor kiya, aur phir ek Ishtihaar us MAzmoon ka diya gaya k Mohideen-E-Hind par Shab-E-Bad Khuwaahi Goverment Hind Aama na ho, aur khusoos jo log k Wahabiyan Mulk Hazaara se Nafrat karte-E-Eemaani rakhte hain aur Goverment Hind k kher KHuwah hain, aese Firqay Mohideen-E-Mukhaatib ba Wahabi na hon... (Tarjuman-E-Wahabiya, PAGE#62) Wahabiya Abdul Majeed Sohadrawi likhte hain: Lafz Wahabi AAP (Muhammad Hussain Batyaalwi) hi ki koshish se Sarkaari Dafaatir aur Kaagzaat se Mansookh huwa, aur Jamaat ko AHL-E-HADEES k naam se Mosoom kiya gaya.. (Seerat Sanai, Haashiya, Page#482) AQEEDA # 4: Wahabiyon k Imaam Ibn- E-Qeim likhte hain: Mera Aqeedah hai k Beshak ALLAH TAALA, ARSH aur QURSI k upar Mojood hai, ALLAH ne dono Qadam Qursi par rakhe hain (Qaseedah nonoiya, Page#31) AQEEDA # 5: Ger Muqallidon k Imaam Waheed Uz Zamaan likhte hain: ALLAH TAALA ki Zaat-E-Muqaddas k liye Bila Shuba yeh Aazaa saabit hain, Chehra, Aankh, Haath, Mutthi, Kalaai, Darmiyaani Ungli k Wust se Kohni tak ka Hissa, Seenah, Pehlu, kokh, Paaon, Taang, Pindli, Donon Baazu (Hadiyatul Mehdi, Page#9) AQEEDA # 6: Ger Muqqallidon k Nazdeek Mani Khoon Sharaab pak hai: Molvi Abu Ul Hasan likhnte hain k Mard O Auratdonon ki Mani Pak hai, to Aaya is ka khaana Jaez hai ya nahin is main do Qol hain (Fiqah Muhammadiya, Jild#1, Page#41) AQEEDA # 7: Ger Muqallidon k Imaam Nawaaab Siddique Hasan Khaan Bhopaali ne bhi yahi likha.. (Ba Hawaala: Badr ul Al-ehlaah, Page# 16) AQEEDA # 8: Molvi Noor Ul Hasan bhopaali Likhtehain: Pas Kuttay Khinzeer, Sharaab O Khoon behnay waala aur Murdah jaanwar k NaaPaak hone ka Daawa durust nahin.. (Urf Ul Jaadi, Page#10) AQEEDA # 9: Kaafir ka Zibeh halaal hai: (Ba Hawala: Hadiyat Ul Mehdi, Jild#3, Page#78) AQEEDA # 10: Kuttay ka Bol aur Goh paak hai: (Ba Hawala: Nazlul Abraar, Ger Muqallid Waheed Uz Zamaan, Jild#1, Page#50) AQEEDA # 11: Sahaba main Faasik bhi the: (Nazlul Abraar, Jild#3,Page#94) AQEEDA # 12: Hazrat Ameer-E-Maawiya (Razi ALLAH Anhu) se aesi baaten aur aese kaam huwe, jin se in ki adaalat main khalal aagaya: (Ba Hawala: Hadiyatul Mehdi, Jild#5, Page#27) AQEEDA # 13: Aurton ka jama ho kar ALLAH ALLAH karna BIDDAT hai: (Fatawaa-E-Sitaariya, Jild#1, Page#66) AQEEDA # 14: Ger Muqqallidon k Imaam Ibn-E-Temimiya likhte hain: HUZOOR (ALEH SALAAM) ka Insaani Shakal main madad karna, Shetaan ka madad karna hai.. (Kitaab Ul Wasela, Page#41, Maktab Us SalafiyaLahore) AQEEDA # 15: Ger Muqqallidon k Imaam Ibn-E-Temimiya likhte hain: HUZOOR (Aleh Salaam) ki Qabar Anwaar se jo Aawaazen aain woh Shetaan ki Chaalen thin.. (Kitaab Ul Wasela, Page#51, Maktab Us SalafiyaLahore) AQEEDA # 16: Qaazi Shokaani likhte hain: Sab Dariyaaee (Samandari) Jaanwar Halaal hain, yahaan tak k kutta, Khizeer aur Saanp bhi halaal hain.. (Neel Ul Adtaar, Jild#1, Page#67, Matbooa lahore) AQEEDA # 18: Sanaulla amritsari ahlehadis likhta hai k sood lena haram hai dena haram nahi hai [ropadi mazalim 33] AQEEDA # 19: Nawab siddiq hasan khan bhopaliahlehadis ne likha Aurt azaan de sakti hai (BADRU AHILLA#39) batawo wahabio ye kis hadis se sabit hai dalil do? AQEEDA # 20: Sanaullah amritsari likhta hai Allah tala jhoot bolne per qadir hai (Allah ka jhoot bolna) aine iman hai.. (AKHBAR AHLEHADIS 27agust 1915) AQEEDA # 21: AHLEHADIS K NAZDIK SHARAB PAK HAI Nawab wahiduzzam ahlehadis likhte hain sharab najis[na pak] nahi hai haram hai jo isko napak kehta hai us ko napaki ki dalil pesh karni chahiye (NAZLUL ABRAR VOL 3 Peg 88 kitabul ashraba) AQEEDA # 22: Rais ahmad ahlehadis ne likha bahut se sahaba o tabain bahut si aayat ki khabar rakhne aur tilawat karne k bawajod bhi mukhtalif wajo se un k khilaf amal paira the (TANVIRUL AAFAQ Peg 47) AQEEDA # 23: MASAIL E AHLEHADIS Namazi ne padte howe patthar utha kar parindeya Aadmi ko de mara tu namaz nahi toti HIDAYATUL MEHDI VOL1 PEG 112) AQEEDA # 24: Maulwi abdulgaffar salafi ahlehadis likhte hain ghoRAY (HORSE) ka gosht halal hai [SAHIFA AHLEHADIS PEG 22 Ziqaida 1385 hijri] AQEEDA # 25: Ahlehadis firqe ki kitab fiqa mohammadiya k peg number 123jild 5 me likha hai Halal hai khana gorkhar [jangli gadhe] ka AQEEDA # 26: MASAIL E AHLEHADIS sharab pine wale ka jhota har hal me pak hai chahe sharab peete hi fauran jhota kare HIDAYATUL MEHDI vol 1 pg 31 AQEEDA # 27: Sidiq hasan khan ahlehadis likhta hai ibne qaiyum madade qazi shaukani madade kehna jaiz hai HIDAYATU HUDA Pe23Vo1,ALFATAHUL TAIYAB AQEEDA # 28: Wahiduz zama ahlehadis ne likha shadi khatne aur isi qism k khushi ki taqribat megeena gana bajana aur mazamir me koi harj nahi (NAZLULABRAR) AQEEDA # 29: MASAIL E AHLEHADIS kisi ne namazi se pocha kitni rakaten howi us ne hath k ishare se bata diya tu namaz nahi toti (HIDAYATUL MEHDI V1) AQEEDA # 30: MASAIL_E_AHLE HADIS namaz padte howe ek hath se pani manga ya pani kharid liya tu namaz baatil na hogi (HIDAYATUL MEHDI VOLUM 1) AQEEDA # 31: MASAIL_E_AHLE HADIS Namaz padte howe ek hath se ugal daan utha kar thuk liya tu namaz faasid nahi howi (HIDAYATUL MEHDI VOL 1) AQEEDA # 32: MASAIL_E_AHLE HADIS murdar janwar aur khinzir k baal,haddiyan,patthe,khur,aur singh paak hai (HIDAYATUL MEHDI, wahiduz zama) DEOBANDI AQAID: AQEEDA # 1 : Gaib ki baaton ka jesa Ilm Huzoor (Aleh Salaam) ko hai, aesa Ilm Zed O Umar , bachon aur Paglon ko, balkay tamaam jaanwaron ko haasil hai, Rasool Ki Takhsees nahin Hawalay k liye dekhiye kitaab ( Hifzul Eemaan , Page: 8 , Musannif: Molvi Ashraf Ali Thanvi , Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya Company Deoband aur Kutub Khana Aezaziya Deoband ) AQEEDA # 2 : Huzoor (Aleh Salaam) ko Aakhri Nabi samajhna Awaam ka khayal hai, Ahl E Ilm ka nahin ( Tehzeer Un Naas , Page: 3 , Musannif: Molvi Muhammad Qasim Sahab Nanatwi , Shae Karda: Kutub Khana Aezaziya Deoband ) AQEEDA # 3 : Huzoor (Aleh Salaam) k baad koi Nabi peda hojae to phir b Khatmiyat E Muhammadi main kuch faraq na aaega ( Tehzeer Un Naas , Page: 25 ) Note : Yahi Aqeedah Qadiyaniyon ka b hai AQEEDA # 4 : Shetaan O Malakul Moat ko tamaam Roe Zameen ka Ilm hai, aur Huzoor (Aleh Salaam) k Ilm se Ziyada hai ( Buraheen E Qaatey , Page: 55 , Musannif: Molvi Khaleel Ahmed Ambethvi , Shae Karda: Kutub Khana Imdadiya Deoband ) AQEEDA # 5 : Namaz main Huzoor (Aleh Salaam) ka khayal Ghaday aur Bail k khayal main Doobne se bura hai ( Sirat E Mustaqeem , Page: 97 , Musannif: Molvi Ismail Dehelvi , Shae KArda: Kutub Khana Ashrafiya, Raashid CompanyDeoband ) AQEEDA # 6 : Har makhlooq bara ho ya chota, ALLAH ki shaan main Chamaar se b Ziyada Zaleelhai ( Taqweet Ul Eemaan , Page: 13 , Mussannif: Molvi Ismail Dehelvi , Shae Karda: Kutub Khana Ashrafiya, Raashid Company Deoband ) Note: Har Makhlooq main Huzoor (Aleh Salaam) ,aue Deegar Ambiya b aate hain.. AQEEDA # 7 : Huzoor (Aleh Salaam) ki Taazeembaray bhai ki si Kijiye ( Taqweet Ul Eemaan , Page: 52 ) Note : Kiya Huzoor (Aleh Salaam) ki izzat bas baray bhai jitni karni chahiye?? yeh sawaal khud se puchen k hum apne baray bhai ki kitni izzat karte hain , Aur kiya Huzoor (Aleh Salaam) dono jahanon ki remat ka bas yahi darja hai?? AQEEDA # 8 : Huzoor (Aleh Salaam) ka Yom E Meelaad manana Kanhaeiyya (Cow) k janam din manane ki tarah hai ( Buraheen E Qatay , Page: 152 ) AQEEDA # 9: KHUDA TAALA JHOOT Bol sakta hai (Masala Imkaan Kazab), Buraheen E Qatay, Musannif Molvi Khaleel Ahmed Sahab Anbethwi. AQEEDA # 10: KHUDA TAALA ko Jagah aur Zamana aur Murkab hone, aur Mahiyat se PAK maanna BIDDAT hai . (Eezaa Ul HAQ, Musannif Molvi Ismail Dehelvi Sahab) . AQEEDA # 11: KHUDA TAALA ko Bandon k Kaamon ki Pehle se KHABAR nahin hoti , Jab Banday achay ya Buray kaam karlete hain , tab us ko maaloom hota hai . ( Balagtal Heraan, PAGE#57, Musannif MOLVI HUSSAIN ALI SAHAB, SHAGIRD-E- RAHEED AHMED SAHAB). AQEEDA # 12: Aamaal main Bazahir Ummati, NABI se k Baraabar hojaate hain, Balkay Barh bhi jaate hain . (tehzeer Un Naas, Matbooa Dar Ul Ashaat, Karachi, Musannif MOLVI MUHAMMAD QASIM SAHAB, Baani-E- DEOBAND MADARSA) AQEEDA # 13: HUZOOR (ALEH SALAAM) ka Misal-O-NAZEER mumkin hai . (Yakroozi Musannif Molvi Ismail Sahab Dehelvi, Matbooa Farooqi, PAFE#144) AQEEDA # 14: HUZOOR (ALEH SALAAM) ko bhai kehna Jaez hai q k AAP bhi Insaan hain . (Buraaheeen-E-QATAY, Musannif MOLVI KHALEEL AHMED SAHAB O Taqweet Ul Eemaan Musannif MOLVI ISMAIL SAHAB DEHLVI) AQEEDA # 15: HUZOOR (ALEH SALAAM) ko Urdu bolna Madarsa-E-DEOBAND se Aaya (Buraaheen-E-QATAY, Matbooa Daul Ashaat Karachi, Molvi KHALEEL AHMED) AQEEDA # 16: Main ne HUZOOR (ALEH SALAAM) ko Khuwaab main dekha k Mujhey AAP Pul-E-Siraat par le gae , aur Kuch Aage ja kar dekha k HUZOOR (ALEH SALAAM) Giray ja Rahe hain , to Mene HUZOOR (ALEH SALAAM) ko GIRNE se roka (Balagtal Heraan, Mubbashiraat Musannif MOLVI HUSSAIN ALI SAHAB AQEEDA # 17: Deoband Mureed ne Khuwaab main Apne Peer ka Kalma parha (Yaani Kalmay main MUHAMMAD UR RASOOL ALLAH ki Jagah AHRAF ALI RASOOL ALLAH (MazALLAH) PArha).. aur in k Peer ne Yaani ASHRAF ALI SAHAB ne kaha k IS Waqiye main Tassalli di gai hai k Jis ki Taraf tm Rujoo karte ho, woh Ittabaa Sunnat hai . (Ba hawal: Kitaab Ul Imdaad, PAGE#35, Mutbaa AL IMDAAD Ul MUTAABIK, Thaana Jhoon INDIYA, Musannif ASHRAF ALI THANVI) AQEEDA # 18: LAFZ REHMATULLIL AALAMEEN Sirf HUZOOR (ALEH SALAAM) k Liye hi nahin Balkay har kisi Ulama K liye bhi Istamaal Hosakta hai (Fatawa Rsheediya, PAGE#218, Naashir Muhammad Ali Kar Khana, Islami Kutub, Urdu Bazaar, Karachi) AQEEDA # 19: MUHARRAM main Sabeel lagana HARAAM hai . (Fatawa E Rasheediya, PAGE# 120, Naashir Muhammad Ali Kar khana, ISlaami Kutub, Karachi) AQEEDA # 20: NABI, WALI, SHETAAN, BHOOT, Wagera sab barabar hain (Taqweet Ul Eemaan, Page # 41, Matbooa Darul Islaam, Publisherz Ahmed Printing, Press 50, Lahore Pakistan) AQEEDA # 21: NABI ka Maasoom hona Zaruri nahin (Tasfee A Tul Aqaid, PAGE# 25-28, Qasim Nanatwi) AQEEDA # 22: Pegambar k Liye Moajaza Zaruri nahin. (Taqweet Ul Eemaan, PAGE# 16-17, MOLVI ISMAIL DEHELVI) AQEEDA # 23: Jis Urs main sirf QURAAN parha jae , us main Shareek hona bhi durust nahin hain . (Fatawa E Rasheediya, PAGE#147, MOLVI RASHEED AHMED GANGOOHI) AQEEDA # 24: Holi, Deewaali, ki Poori khana Durust hai . (Fatawa E Rasheediya, PAGE# 561, Naashir Muhammad Ali Kaarkhaana, Islaami Kutub, UrduBazaar, Karachi) AQEEDA # 25: Hindu k Piyao se Paani Peena Jaez hai. (Fatawa E Rasheediya, PAFE#562, Naashir Muhammad Ali Kaarkhaana, Islaami Kutub, UrduBazaar, Karachi) AQEEDA # 26: All Prophets are useless. (Taqwiyatul Eeman, page 29). AQEEDA # 27: The Prophet is not beyond all lies, and he is not innocent. (Tasfiyatul Aqaa’id, page 25). AQEEDA # 28: Praise the Prophet, only as a (ordinary) man. (Taqwiyatul Eeman, page 35). AQEEDA # 29: To be living is the quality of the Prophet, as well as Dajjal. The characteristic of the Prophet is the same as that of Dajjal. (Aab-e-Hayaat, page 169). AQEEDA # 30: For Deobandis, Durood Taaj is disliked (not permissible). (Fazaa’il-e-Durood, page 73). AQEEDA # 31: Rasool (Aleh Salaam) ko deewar k peeche ka Ilm nahin ( Braheen E Qatay , Page: 55 ) AQEEDA # 32: Rasool (Aleh Salaam) k chane se kuch nahin hota ( Taqweet ul Eemaan , Page: 50 ) FAISLA AAP KHUD KAR SAKTE HAIN..kaun sacha he..
Posted on: Sun, 20 Oct 2013 10:34:37 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015