eid k din kuch bewkuf neta jo apne ko secular kahelwana chahte hai - TopicsExpress



          

eid k din kuch bewkuf neta jo apne ko secular kahelwana chahte hai unn ko topi laga k musalmano k sath bethne ki hod machi hai uper se dekhne se to yhi pag rha he k wo musalmano k sabse bde humdard hai magar ab musalman bhi apni kimat samaj chuka hai ye magar mach k aansu ab humko nhi pigal sakte hai itni hi agar hmse ulfat hai to humko aarakshan do har field me nhi to apni dukan bandh kro 2014 se pehle tumse accha to mochi hai jisne khule aam topi lagane se mana kar k apni nafrat jahir ki tum to marte bhi ho or dhong bhi karte ho musalman ab hosiyar ho chuka hai.nitish kumar. laluji or desh k unn dhogi neta ko humra jawab.....
Posted on: Sun, 11 Aug 2013 02:40:38 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015