kudrat ki jin aafton aur harkaton ko manushya ne bhagwan ka darja - TopicsExpress



          

kudrat ki jin aafton aur harkaton ko manushya ne bhagwan ka darja diya hai ya samjha hai darasal unka manushya aur dusre jivjantuon se koi legadega hi nhi hai...yeh parman manushya k swabhav se pata chalta hai..sukh aur dukh bhi ek swabhav hi hai par manavta ko jodh kr rakhne k liye ek bhagwan ki zarurat thi magar yeh soch bhi kisi kaam n aayi so aaj manushya jiwan titarbittar ho gya hai..kyunki paapi pet ka jo sawal hai.....AJAY BUDHTAV TARAKSHEEL
Posted on: Wed, 26 Jun 2013 05:56:35 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015