mujhe aj bhi tumse mohabbat hai tujhe na thi na hai to kya hua - TopicsExpress



          

mujhe aj bhi tumse mohabbat hai tujhe na thi na hai to kya hua mujhe aj bhi har lamha waisa hi yad hai tujhe un lamho ki jarurat ni to kya hua .... meri dhadkano ki chaal hai tujhse wabasta tujhe uski parwah ni to kua hua lamho un yado k mujhe aj bhi hasate rulate hai whi lamhe tujhe pareshan ni kr pate to kya hua tujhe chahne ki hadein par kar di maine tu mujhe chah ni payi to kya hua yar kahte hai yadein hamesha tadpati hai mai fir bhi unme hasne ki vjah dhoondhta hu to kya hua bada hi shukr hai khuda ka jo beech raste me jaga me jaga diya khwab se mai ab us khwab se nikal na paya to kya hua
Posted on: Wed, 04 Sep 2013 17:07:18 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015