talwaron ki hukumat main nashatar ki kya bisat hai.. badshahon ki - TopicsExpress



          

talwaron ki hukumat main nashatar ki kya bisat hai.. badshahon ki mahafil mein muflish ki kya aukat hai.. yun to sabhi pathhar eak hi biradari ke chati fulaye pade hai.. magar kaha aur koun manta hai ki sabhi mein bhagwan hai.. upar wale ke bargah mein wo maut nahi jo hume dara sake.. dard ke paas aiesa koi jaljal nahi jo hume dariya mein baha sake.. aansuoon ke samandar mein bahut patwar chalaiee hai humane.. agar hum na chahe to koun hai jo kisi ki taquadeer bana sake.. upar wale ke bargah mein wo maut nahi jo hume dara sake.. dard ke paas aiesa koi jaljal nahi jo hume dariya mein baha sake.. aansuoon ke samandar mein bahut patwar chalaiee hai humane.. agar hum na chahe to koun hai jo kisi ki taquadeer bana sake.. pathharon per bani lakiren kaha mitati hai.. kahaniya aadami ki kaha simatati hai.. hazaro umr gujar kar bhi koi guljar nahi hota.. aur chah lene se bhi jindagi mein pyar nahi hota..
Posted on: Mon, 05 Aug 2013 20:42:19 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015