1.Duniya mey sub se bara mulk roos (the russian federation) hy. - TopicsExpress



          

1.Duniya mey sub se bara mulk roos (the russian federation) hy. Jes ka area 17575400 sqare km hy. 2.Sub se bara islamic mulk kazakistan hy jes ki area 2717300 sqare km hy. 3.sub se chota mulk vatican city hy jes ka area 108 acre hy. 4.Sub se ziad abadi wala mulk china hy. 1990 k mardum shomari k motabik china ki abadi 1 arab 13 crore aur 3 lak hy. 5.Sub se ziada abadi wala islamic mulk indonesia hy. 6.Maunt avrest sar krney wala sub se pehla shakhs newziland k edmund hillary hai jo 29 may 1953 ko choti pr pahonche. 7.Chand pr sub se pehla kadam america k niel armastrong ne rakha jo 31 july 1969 ko chand pr pahonche. 8.Duniya ka sub se lamba dam the yacyreta-Apipe dam hy jes ki lambayi 72 km hy. 9.Sub se bara janaza india k reyasat madras k wazir e aala CN Andoraye ka tha jo 3 feb 1963 ko howa aur jes mey takreeban 1 crore 50 lak afrad ne sherkat ki. 10.Sub se ziada sorma paida krne wala mulk south africa hy. 2nd no pe china aur 3rd no pe russia hy. 11.Sub se ziada chai paida krne wala mulk india hai. 12.Sub se ziada bicycle bnane wala mulk china hy. 13.Dunya me sub se ziad boland drakht(tree) america me hai jo 373 ft boland hai. 14.Sub se taiz raftari se barhne wala pouda bans(bamboo) hai. Ye aik kesam ka gaas hy jo k aik din mey 3 ft tak barh sakta hy 15.Sb se bara parenda shatar morgh (ostrich) hai. Weight 156 kg aur length 9 ft 16.Sb se chota parenda humming bird hy. 17.Earth per sb se ziada mawjuda element silicon hai. 18. Tallest man of the world...The 2010 edition of Guinness Book of World Records lists Sultan Kosen (born 10 December 1982) as the tallest living man as well as having the largest hands (10.8 inches) (27.5 centimeters) and largest feet (14.4 inches) (36.5 centimeters). 19.Sb se ziada car bnane wala mulk japan hy. 20.Sb ziada branches wala bank state bank of india hy. Jes k branches 12462 hy. 21.Sb se lamba din 22 jun ko hota hai. 22.Sb se chota din 22 dec ko hota hai 23.Sb se ziada sharh amwaat wala mulk sierraleone hy. 24.Sb se kam sharh amwaat wala mulk kuwait aur bahrain hy. 25.Sub se rich country switzerland hy 26.Sub se ziada makrooz mulk brazil hai. 27.Sub se ziada sharah talak wala mulk america hy. 28.Sub se mohtasar aayeen america ka hai. 29.Sub se ziada films bnane wala mulk india hy. 30.Sub se ziada cinema wala mulk america hai. +20000 cinema 31.Cinema na rakhne wala wahed mulk saudi arab hay. 32.Earth se door daraz seyar pluto hy 33.Sub se ziada news paper shaya krne wala mulk americ hai. 34.Sardiyo mei sooraj earth se sub se ziada nazdeek hoti hai. 35.Hr saal chand aur zameen k darmeyan 5 ench ka fasla barhta hai. 36.Dunya mey sub se ziada khaye jane wala fruit banana hai. 37.Duniya mey sb se ziada doctor russia mei hai. 38.Duniya k pehlay bakayda hospital ka naam bemarestan hai aur ye boghdad mey kayem howa tha. 39.Aik baligh ensan k dil ka wieght 10 to 12 ounce hota hai. 40.Ensani jesam me 25 lak masam hotay hai. 41.Nigerya k torah nami kabeele k mard nekaab pehantay hai. 42.Beljium mey nangay pawo chalna jurm hai. 43.Allama iqbal ne kul 3 shadia ki thi.Duniya mey takreeban aik ghanta mey 155 talakay ho jati hai 44. Duniya mei sb se ziada khela jane wala khel football hai 45.Dunya ki pehli ketab 1457 mey shaya hoyi. 46.420 shawkat thanwi ki tasneef hai. 47.Switzerland ko europ k khel ka maidan kha jta hai 48.Africa ko tareek bar e azam kha jata hai. 49.Coyal wo parinda hai jo gonsla ni bnata. 50.Dunya mey parendo k kul 8600 aksaam hai. 51.Dunya mey s wakt ullu ki kul 133 Aksaam hai. 52.Huming bird wo parenda hai jo peeche ki tarah b orh sakta hai. 53.Huming bird wo parenda hai jo peeche ki tarah b orh sakta hai. 54.Kivi wo parenda hai jo sb se ziada sungney ki salahiyat hai. 55.Wo parenda jo chal nahi sakta leken orh sakta hai wo huming bird hai. 56.Parendo k study ko ORNITHOLOGY Kehtay hai 57.Cheel ki awsat umer 30 saal hoti hai. 58.Dunya mei hashrat ul Arz kul 7 lakh aksam payi jati hy 59.Wo hashrat ul arz jes ka zekar Quran me huwa hai wo Chewnti Shehad ki makki Aur Makri hy 60.Dunya ka boland tareen shehar Akam koika (cheli) hai. 61.Dunya ka boland tareen shehar Akam koika (cheli) hai.
Posted on: Tue, 24 Sep 2013 11:35:45 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015