3 tarah k log hain jo namaz ada krte hain 1.wo jo dikhave k liye - TopicsExpress



          

3 tarah k log hain jo namaz ada krte hain 1.wo jo dikhave k liye prhte hain logun k liye apna image banane k liye.un ko un ki namaz k badla dunia hi mein mil jaye ge un ki namaz akhrat mein un k kuch kam na aye gi 2.wo jo dikhaye k liye nae prhte pr un ko aim just itna hota hai k unhen farz ada krna hai lekin ye nae jante k wo ye namaz ku n kis k liye prh rae hain 3.wo hain jo namaz khloos.e.niyyat k sath mehz apne ALLAH ki raza k liye prhte hain .......jo jab azan hoti hai to darr jate hain k pta nae wo apne rab ki bargah mein tamam farz bakhoobi ada kr payen ge ya nahi........jo namaz apne ALLAH se mulaqat k liye ada krte hain......SUBHAN ALLAH un k liye un ki rab k pas bhtreen ajar hai ....or yehi wo log hain jin k liye dunia or akhrat mein kamyabi hai... YA ALLAH hamein namaz baqidgi or khollos.eniyyat se ada krne ki toufeeq ata farmayen AMEEN IN SHAA ALLAH
Posted on: Mon, 12 Aug 2013 14:41:45 +0000

Trending Topics



style="margin-left:0px; min-height:30px;"> Best way to start the week off?? By calling your momma up on a

Recently Viewed Topics




© 2015