#4165 Hyderabadi Confessions ; ) : D As salaam alaikum!!!! - TopicsExpress



          

#4165 Hyderabadi Confessions ; ) : D As salaam alaikum!!!! admin agar ye post nai kare toh ladaiyan hojate dkho.... talwara leke ajatu mai tmare ghar pe!!!... kuch din pehle ki baat hai,date yaad nai hai exactly, hua ye k mai toli chowkï k bustop pe tha lingamply jana tha meku, utte me 7 seater auto me ek bachi dikhi, meri dil me laddu phoota aur mai jaake auto me byth gaya, wo bachi k sath ek choti bachi b thi. ab mai baat karne ka mauqa dkhru tha utte me Galaxy k pas uno auto ruka k utar gaye!!! mai b utarru tha auto walo bola bhai tmaku lingamply jana hai bytho kidar jaare toh mai byth gaya aur kaam ku ph laga k haan bhai abi aru bolke auto rok k utar gaya phr wo bachi ku dhunda nai mile uno!! dil agaya tha unpe! ab tak nai bhula!!! zara idar hai unho toh cmmnt karo!! Admin-SapphirE #walaikumsalaam...! churiyan talwara lane khasaab hai tum? :v aur ye kya dikhra? mele me buchde hue premiyo ku milane ka adda?? hao? :p haule mallu..kitton pe dilan ate ki tumlon ke :D
Posted on: Sun, 20 Oct 2013 15:30:05 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015