ALLAH SWT, NE JIS KO BHI JIS MAQAM PE RAKHA HAIN, WOH YAH THO - TopicsExpress



          

ALLAH SWT, NE JIS KO BHI JIS MAQAM PE RAKHA HAIN, WOH YAH THO HAMAARI ZAROORAT KI WAJAH SE HAIN, YA ISILIYE HAIN KYON KE ALLAH SWT NE HUM KO US QABIL BANAAYA HAIN, YA THO HAMAARE LIYE IMTIHAAN HAIN, LIHAAZA KISI KE SAATH HASAD AUR MUQABALA KARNA UNKI MAQAM KI WAJAH SE GUNNAH HAIN. : ANAS IBN MALIK R.A, REPORTED: THE MESSENGER OF ALLAH صلی اللہ علیہ وسلم , SAID, “ENVY CONSUMES GOOD DEEDS JUST AS FIRE BURNS WOOD. CHARITY EXTINGUISHES SINFUL DEEDS JUST AS WATER EXTINGUISHES FIRE. PRAYER IS THE LIGHT OF THE BELIEVER AND FASTING IS HIS SHIELD FROM THE HELLFIRE.” SOURCE: HADITH SUNAN IBN MAJAH 4208 ANAS IBN MALIK SE RIWAYAT HAIN KE, HAZRAT MUHAMMAD صلی اللہ علیہ وسلم NE FARMAAYE “ HASAD AAP KE NEYK AMAAL KO IS TARHA KHATAM KARTHA HAIN JAISE KE AAG LLAQRI KO JALAATHA HAIN. SADAQA IS TARHA AAP KE GUNAAHO KO MITA THA HAIN JIS TARHA PAANI AAG KO BHUJA THI HAIN. NAMAAZ MOMIN KA NOOR HAIN, AUR ROZA IS KE LIYE DAAL HAIN JAHANNUM SE “ HADITH SUNAN IBN MAJAH 4208. AAP AGAR KISI KE SAATH MUQABALA KARO GE SIRF ISILIYE, KYON KE AAP UNKI JAGAH LENA CHAAHTHE HO, THO UNKO GIRAANE KE LIYE, AAP KHUD KA GIRNA LAAZMI HAIN. KAHAWAT HAIN “ KASHTI KE MUHAFIZ HI, KASHTHI KO DUBO THE HAIN ”. IMAAN WAALE WOH HI HAIN JO BHI ALLAH SWT NE DIYA HO, US MEIN HI KHUSH HAIN, KYON KE IMAAN WAALE KABHI ALLAH SWT KE MARZI KE KHILAAF NAHI JAATHE. YA SEEN سورة يس لَا الشَّمْسُ يَنبَغِي لَهَا أَن تُدْرِكَ الْقَمَرَ وَلَا اللَّيْلُ سَابِقُ النَّهَارِ ۚ وَكُلٌّ فِي فَلَكٍ يَسْبَحُونَ IT IS NOT PERMITTED TO THE SUN TO CATCH UP THE MOON, NOR CAN THE NIGHT OUTSTRIP THE DAY: EACH (JUST) SWIMS ALONG IN (ITS OWN) ORBIT (ACCORDING TO LAW). نہ سورج کی مجال ہے ہ چاند کو جا پکڑے اور نہ رات ہی دن سے پہلے آ سکتی ہے اور ہر ایک ایک آسمان میں تیرتا پھرتا ہے
Posted on: Wed, 02 Oct 2013 03:13:02 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015