ASIF AMAN SAHIL MY HERO Ya blog us insan ka hawala sa ha jis - TopicsExpress



          

ASIF AMAN SAHIL MY HERO Ya blog us insan ka hawala sa ha jis na apni kamzori ko apni power banaya,log apni kamzori ke wajha sa himat haar jata hain par ya woh insan tha jis na himat haarna ka bajaya apni kamzori ko apni taqat banaya,#ASIF_AMAN_SAHIL ek nahayat he ghareeb gharana sa taluq rakhta ha,an parah ha koi khas study ya educatison nai ha us ke 9 bahan bhai aur apna abu and apni family ka sath rahta ha,us ke ammi ke aj sa 5saal pahla death ho gai ha ALLAH pak unha janat main jaga da.textile milo main dhaka khana wala ya insan kab manzar e aam pa aya ya ham nai janata but 2001 main is na media ka liya kaam karna start kiya,news reporting,blogs and articalz ke wajha sa apni ek pahchan banayi,pmr media net work sa apna kaam start karna wala @ASIF_AMAN_SAHIL jo aj bhe textile milo main job kar raha ha aur apni mehnat ke rozi kama raha ha,media main hota howa bhe is na aj tak kesi sa apna kaam ka ek rupee bhe nai liya becoz woh jo likhta ha bolta ha woh e us ke zindagi ha 2006 main #PAK_MEDIA_NEWS_NETWORK ke buniyad dali aur tamaam naya likhna walo ko apna plat form pa jama kiya aur unha ek khass zabta main la ka aya sath main woh apni job bhe karta raha aur mukhtalaf forms pa apni awaz phunchta raha,woh pakistan ka liya larta raha us na har forum pa pakistan ke awam ke numandagi ke aur duniya ka samna apna ham watno ke awaz phunchai 2010 ko fnt pakistan ke buniyad dali gai jis ka kaam tha pakistan ke awam ka chota mota problums ko khud haal kiya jay aur unha ahsas dilaya jaya ka woh khud bhe apna problums haal kar sakta hain,woh insan aj bhe apni hasiyat aur oukat nai bhola woh aj bhe apna purana tariqa sa zindagi guzar raha ha woh aaj bhe sub sa kam qemat juta aur kapra phanta ha woh aj bhe wasa ka wasa he ha jesa aj sa kuch saal pahla tha,aj us ke izat karna wala kam nai hain aj bhe us ko cahna aur parhna walo ke kami nai ha,ager woh cahta to dhamkiyo ka bawajod such bolna chor sakta tha woh cahta to apna alfaz ka soda kar sakta tha par us na apna alfaz becha nai us na apna alfaz ke hurmat ka soda na kiya,so ya ek choti c kawish ha hamara guru ka naam jinho na hama himat di such bolna likhna aur kahna ke taqat di aj ham #FRONT_LINE_PAKISTAN ka plat forum sa lar raha hain haq aur such ka liya ham tamam students ke taraf sa ya ek chota sa kharaj e tahseen ha apna guru ka liya aur dua go hain ka ALLAH ap ko mazeed kamiyabiya da aur saheat e kamila ata farmaya,
Posted on: Tue, 09 Sep 2014 15:20:48 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015