Abu Hurairah Radi allaho anhu se rivayat hai ki Rasoollallah - TopicsExpress



          

Abu Hurairah Radi allaho anhu se rivayat hai ki Rasoollallah Sallallahu alaihi wasallam ne farmaya hamara Rab har raat Aasman-e-Duniya ki taraf nuzul farmata hai us waqt jab raat ka aakhri tihayee hissa baqi rah jata hai aur farmata hai, kaun hai jo mujhse Dua karta hai ki main uski Dua Qubul karu , Kaun hai jo mujhse mangta hai ki main usey du , kaun hai jo mujhse bakhshish talab karta hai ki main uski bakshish karu. Sahih Bukhari, Vol7, 6321 —————————————————————————- Narrated Abu Huraira Radi Allahu Anhu : Allah’s Apostle Sallallahu Alaihi Wasallam said, “When it is the last third of the night, our Lord, the Blessed, the Superior, descends every night to the heaven of the world and says, ‘Is there anyone who invokes Me (demand anything from Me), that I may respond to his invocation; Is there anyone who asks Me for something that I may give (it to) him; Is there anyone who asks My forgiveness that I may forgive him?’ Sahih Bukhari, Vol 8, Book 75, No. 333
Posted on: Sun, 23 Jun 2013 20:59:05 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015