Aisa pehli baar hua hai 17,18 saalo main... Andekha anjana koi - TopicsExpress



          

Aisa pehli baar hua hai 17,18 saalo main... Andekha anjana koi aane laga khayalo main.... Ankhon ki khidki par ek saya sa lehrata hai.... Dil ki darwaje par koi dastak dekar jata hai.... Gehri-gehri kali ankhein mujhse mujhko puchti hai.... Hathon ki rekhao main ek chehra sa ban jata hai.... Uski sanein resam jaise galo ko chu jati hai.... Uske hathon ki khushbu an tak mere balon main hai.... Haan aisa pehli baar hua hai 17,18 salon main..... Andekha anjana koi aane laga khayalo main...... The charm of DDLJ is still the same.... No matter how many times you watch it...Agree ????
Posted on: Mon, 12 Aug 2013 16:44:42 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015