Aj clas me tha test bhaiyo period tha maim ji ka toh kripa hai - TopicsExpress



          

Aj clas me tha test bhaiyo period tha maim ji ka toh kripa hai bankebihari g ki ham test yad karke ni gaye toh maim ne period me bol diya ki aap pori clas ko ek bankebihari g ka accha sa bhajan suna do aj test ni lungi kal le lungi ab sare students hath jodhe mere bhai koi lamba bda sa bhajan ga de toh period jaldi samapt ho jaye maine ga diya bhai pora period bhajan me nikal gaya kasam se aj test ho jata toh mera toh 0 aana hi tha padhke ni gaya tha par aj read karke jaunga hahahahahahahahahahahahahahahahahahahaha radhe radhe bolna padega
Posted on: Mon, 25 Nov 2013 09:50:10 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015