Ali Moula G Maalik. Mein aik baar apni local - TopicsExpress



          

Ali Moula G Maalik. Mein aik baar apni local masjid mein maghrabein k liye mojood tha k ik regular mouazan jo Azan o Aqamat k liye waqt se pehle masjid aya karte the khair Azan hui.... Ashhado an la ilaha illalah,Ashhado Anna Mohammad ur Rasoolullah,Ashhado Anna Ameer al momeneena wa imam al muttaqeena wa qaatilal mushrekeena Aliyan waliullah.... Woh Azan keh k jab jama,at ki taraf saffo mein aye to aik sahib ab kya kahoo un ko Bol hi uthey .. Aji Mirza saahib aap bhi kamal karte hein Nabi s.a.w.w ke liye sirf Ashhado Anna Mohammad ur Rasoolullah ... Aur Ali a.s k liye kitne alqabat to Mirza sahib ko gussa aya aur kehne lage jab tak mein sare alqaab keh na loo lutf nahi ata.... Dekho 10 ya 12 saal purani hi sahi per is baat per Mirza ko to gussa aya per mujhe taajub hai k kya yeh us mohabbat ka izhaar nahi jo Allah jj Aur Allah jj k Rasool s.a.w.w ne baar baar har baar bare hi wazeh lafzon mein waajib ki. Woh to kuch grow up huye to pata chala k mosoof dakoo ki baradri se the. Aaj yeh waaqiya is liye bhi yaad agaya k kisi sahib ne poori film Facebook pe chalaii hui hai jis mein ... Dakoo,jaan Ali Kazmi aur molvi ishaq ko ulama e haqqa aur Sayed Zameer Akhtar naqvi,ghazanfar Abbas tonsvi aur Imran liyaqat ko Nuseri qarar diya gaya baii hum ne in ulama ko Ali a.s ko Allah kehte huye na dekha na suna magar yeh kesi nafrat ka mahol banane ki koshish mein hein yeh log aap hi kahein mein to bus jo dekhta hoon aap bhi dekhte ho apne bare mein kya kahoo k sab jante ho k mein to kisi molvi ki party ka hoon hi nahi magar jo jhoote buhtaan bande kisi bhi hub dar e Ali a.s per to us ki nafi zaroor kar doon ga............. Moula aap ko dakoo jesi balaon se mehfooz rakhe. Ali Moula G Maalik.
Posted on: Sun, 11 Aug 2013 02:17:46 +0000

Trending Topics



spend
Are you longing to get well eyesight as a result of the
I often wondered what I thought I was doing, teaching creative
What are the odds that the ABC cameras would be right there right

Recently Viewed Topics




© 2015