Baish e qeemat hai ghamhaye muhabat mat bhool Pyar Mohabbat - TopicsExpress



          

Baish e qeemat hai ghamhaye muhabat mat bhool Pyar Mohabbat Shayari Baish e qeemat hai Ghamhaye muhabat mat bhool, Zulmat yaas ko mat soonp hazeena apna.. … added on March 19th, 2013 Barsar-e-jang raza aaj ye duniya hai magar Pyar Mohabbat Shayari Barsar-e-jang raza aaj ye duniya hai magar, Aik din thak kar muhabat ka sahara lay gi … added on March 18th, 2013 Bohat hain dolat pindaar par bhi dewaanay Pyar Mohabbat Shayari Bohat hain dolat pindaar par bhi dewaanay, Jo tujh sa rooth chuka hai usay mananay ja. … added on March 18th, 2013 Bijli kabhi giri kabhi sayaad aagya Pyar Mohabbat Shayari Bijli kabhi giri kabhi sayaad aagya, Hum na tou chaar din bhi na dekhay bahaar o pyaar kay.. … added on March 17th, 2013 Chalo aaj ak neyaa kaam kartay hain Pyar Mohabbat Shayari Chalo aaj ak neyaa kaam kartay hain, chalo aaj usay youn sar-e-aam kartay hain, Os ka naam likhtay hain dewarun par aashar, Aur usay jhuk jhuk kar salam kartay hain.. … added on March 14th, 2013 Narm lafzon se bhi lag jaati hain chottain.. Pyar Mohabbat Shayari Narm lafzon se bhi lag jaati hain chottain aksar, Muhabbat ik barra naazuk sa hunar hoti hai.. … added on February 2nd, 2013 Hum se seeney se lagaya dil na apna ho saka.. Pyar Mohabbat Shayari Hum ne seeney se lagaya dil na apna ho saka, Muskura kar tumne dekha dil tumhara ho geya.. … added on December 28th, 2012 Mohabbat is liye bhi munfrid hai sab khelon se.. Pyar Mohabbat Shayari Mohabbat is liye bhi munfrid hai sab khelon se, Jo haara phir nahin khela, jo jeeta usne tauba ki.. … added on December 24th, 2012 Na inkaar karta hai na iqraar karta hai.. Pyar Mohabbat Shayari Na woh inkaar karta hai na woh iqraar karta hai, Humain phir bhi gumaan hai woh humse pyar karta hai.. … added on November 15th, 2012 Raaz khol dete hain nazuk se ishaare aksar.. Pyar Mohabbat Shayari Raaz khol dete hain nazuk se ishaare aksar, Kitni khamosh mohabbat ki zubaan hoti hai.. …
Posted on: Wed, 14 Aug 2013 00:19:30 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015