Ballimaran ke mahalle ki wo pechida daleelon ki see - TopicsExpress



          

Ballimaran ke mahalle ki wo pechida daleelon ki see galiyan Saamne taal ke nukkad pe bateron ke posheede Gud-gudaati hui paan pi peekon mein wo daad wo wah-wah Chand darwaaze par latke huye boshida se kuch taat ke parde Ek bakri ke mamiyaane ki awaaz Aur dhoondhlaayi huyi shaam ke be-noor andhere Aise deewaron se mooh jod kar chalte hain yahan Chudi-waalan unke katri ke badi bee jaise Apni boojhti hui aankhon se darwaaze tatole Isee be-noor andheri see gali qaasim se Ek tarteeb chiragon kee shuru hoti hai Ek quran-e-sukhan ka safa khulta hai Asadallah Khan Ghalib ka pata milta hai. Dear Friends, if you dont understand the meaning of some of the words, it beautifully captures the sentiments you would experience when you visit Ghalib’s Haveli in Gali Qaasim Jaan in Old Delhi, even today.. you need to visit old Delhi to understand this completely.. the chaotic lanes & crowded lanes of Old Delhi where once Ghalib lived... Pecheedaa daleel is a complex argument. which is similar to the lanes of Old Delhi Katra is a small local market of Chandni Chowk.. Chooriwaalaan is the lane which sold bangles Bee refers to an old woman .. whose vision is failing...and she finds difficulty in locating her door From this dark alleys one of the brightest stars of literature had emerged one such series of lamps begins from this gali qaasim..(Quasim lane).. which leads further on to the brightest star of our history called Mirza Ghalib. youtu.be/4l3A6NAywvo
Posted on: Fri, 26 Sep 2014 04:25:36 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015