Balochistan pakistan ka hissa kab tha? Balochistan tho pakistan k - TopicsExpress



          

Balochistan pakistan ka hissa kab tha? Balochistan tho pakistan k wajood k naam o nishan se phele se he aik azaad mulk tha jo ingerezon ne kabza kiya pir azadi k bad jab pakistan kud ba kud nikal para tho tab aa kar balochistan k goverment se alhak ka kaha tho balochistani government se saaf saaf inkar kiya magr aik 2 sardar pakistani kutte ban gae tho unke madad se pakistan se balochistan k par hamla kiya or pore balochistan ko apne qabze me le kar balochistan k president se yeh kaha k alhak k kagazat par dastkat karo warna pore balochistan ko lashon se bhar dengy iss wajeh balochistan governmnt se majboran dastkat kiya or ossi din se aga abdul kareem se pakistan k kilaf hatyar uthaya par pakistani kafiron se aga abdul kareem ko quran k sahare paharon se jhoote wade de kar wapis bhula liya iss k bad norouz khan ne hathyar uthaya tho unn ko bi issi tarha quran k sahare pakra gya tab se aaj tak hazaron aga abdul kareem pakre gae or hazaron norouz khan shaheed kiye gae or hazaron noroz khan ab bi paharon me mojod hain jo ab ehd kar chuke hain k bas or bas azadi k bad he gharon me lotna hai,,,
Posted on: Thu, 26 Sep 2013 08:47:34 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015