Bismillahirrahmanirrahim ==================== Quranic Verse - TopicsExpress



          

Bismillahirrahmanirrahim ==================== Quranic Verse (English):---------- Allah (Subhanahu wa-taala) has promised the Hypocrites Men & Women and the Disbelievers, the Fire of hell; therein shall they abide. It will suffice them. Allah has cursed them and for them is the lasting torment. [Al Quran,Surah At-Taubah, Ch#9, Verse #68] Hadith (English): Narrated Abdullah bin Amr (may Allah be pleased with him):--------------- The Prophet Mohammed (may peace be upon him) said - Whoever has (the following) four characters will be a hypocrite, and whoever has one of the following four characteristics will have one characteristic of hypocrisy until he gives it up. These are: ----------- 1. Whenever he talks, he tells a lie; 2. Whenever he makes a promise, he breaks it; 3. Whenever he makes a covenant he proves treacherous; 4. Whenever he quarrels, he behaves impudently in an evil insulting manner. [Sahih Bukhari, Vol 3, Book 43, No. 639] Qurani Ayat (Roman-Urdu): Allah (Subhanahu wa-taala) ne Munafiq Mardo aur Munafiq Aurton aur Kaafiron se Dojakh ki Aag ka waada kiya hai jismein hamesha (jaltey) rahengey, wohi inhey kaafi hai aur Allah ne un par laanat kar di hai aur unke liye hamesha ka azab hai. [Al Quran, Surah At-Taubah, Ch#9, Verse #68] Hadith (Roman Urdu): Abdullah bin Amr (radi Allahu anhu) se rivayat hai ki Mohammed (sallallaho alaihey wasallam) ne farmaya ------- Jismein 4 khaslatein (aadatein) ho woh munafiq hoga aur ismein se ek aadat bhi ho to usmein nifaq hoga jab tak ki woh ye chhor na de. Woh yeh hain:------- 1. Jab baat karey to jhoot boley, 2. Jab wada karey to pura na karey, 3. Jab muaahida (Ahad) karey to bewafaii karey 4. Aur jab ladaii karey to bad-zubani par utar aaye. [Sahih Bukhari, 2459]
Posted on: Sat, 15 Feb 2014 02:05:55 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015