Chehra lage suhana mere azhari miya ka , Har sunni hai diwana - TopicsExpress



          

Chehra lage suhana mere azhari miya ka , Har sunni hai diwana mere azharii miya ka.. Taazime alahazrat jis dil me bas gayi hai, Us dil me haii thikana mere azhari miya ka.. . Batta hai sadqa muftiiye azam ke naam ka, Looto ye hai khazana mere azhari miya ka... Baghdad se madeena ajmer se barely,, Roohanii ana jana mere azhari miya ka.... Chishti hai sabri hai razwii hai warsi haii,, Aisa hai shamiyana mere azhari miya ka.. Is waste mai khalid karta hu pyar tumse,, Padhte ho tum tarana mere azhari miya ka................... BASTI BASTI QARYA QARYA TAJUSSHARIYA TAJUSHHARIYA
Posted on: Fri, 12 Jul 2013 11:17:04 +0000

Trending Topics



v>

Recently Viewed Topics




© 2015