DES ME ABHI KOI BHI AAM AADMI HE, WO BAT MANJUR NEHI HE. FOOT PATH - TopicsExpress



          

DES ME ABHI KOI BHI AAM AADMI HE, WO BAT MANJUR NEHI HE. FOOT PATH KA JHUNPUDI SE LE KAR 1000 KORODO PAISA RAKHENE BALA SARI AAM AADMI NENHI. KUCHH LOG KO AAM AADMI BANANE PADEGI. SAMYAK SAMANATA KUCHH LOG KO AAM AADMI BANA NE KELIE SANGHARS KAR RA HE HE. Ji han, Hamara Raja, Barsa, Laxmi, Damayanti jab footpath me so rahe the, ar 1 rupee kaise he, 2 rupees kaise he pehecahn nehi pate, lekin bhik mang rahe the log ko, wo kya aam aadmi the? Humara hisab se to nenhi. Han, ab wo ek ghar me raha he. Padh rahe he. Pen pensil, mobile balance demand karti he. Bil kul wo abhi aam aadmi ban rahe he. Aise hin jo log ki pass 1000 korodo ki sampati he, ghar ki chhat me helikaptor landing karti he, wo bhi aam aadmi nehi he. Wo log ko bhi hum ko aam aadmi banana padegi. Agara sari footpath me, basti me rahene bale aam aadmi banjaege aur 1000 corodo ka business karne wala ko bhi hum aam aadmi banana me kabulat ho jaege, to des me jo swar ka bat ho rahi he wo hakikat hoga. Hum chahate ki des ki sari janata ek prakar quality ka medical system byabahar kare, des ki sari janata ek prakar quality ka sikhya ko istimal kare. MLA, CM, PM jo medical ur school byabahar karenge, unka office ka peon, chasi, sramika bhi wo medical ur school byabahar karenge. Hum Chahate ki “Des ka sari janata kisa ho,…………….. AAM AADMI jaise ho.” Samyak Samanata wo mahal jarur banayenge.
Posted on: Wed, 05 Mar 2014 09:21:07 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015