Dard ko bi ab dard hone laga hai.. dard bhi apna zakhm done laga - TopicsExpress



          

Dard ko bi ab dard hone laga hai.. dard bhi apna zakhm done laga hai.. Dard ab hame dard nahi lagtha.. kyunki, Dard bhi hame chookar Rone laga hai!! karoge yaad to har baat aayegi suhane waqt ki har mauj tahar jayegi talash karoge hamse behatar dost koi nazar door tak jayegi aur laut aayegi Merey wahm-o- guman se bhi zyada toot jata hai. Ye dil apni hadoon mein reh kar itna toot jata hai. Mein roaoon to daro dewar mujh pey hansney lagtey hain. Hansoon to merey andar janey kya kya toot jata hai. Mein jis lamhey ki khawahish mein safar karta hoon sadyoon sey. Kahin paoon taley aa kar who lamha toot jata hai. Merey khwaboon ki basti sey janazey uthtey jatey hain. Meri aankhein jisey choo lein who sapna toot jata hai. Najaney kitni mudat se hai dil mein ye amal jari Zara si thees lagti hai zara sa toot jata hai Dil e nadan hamari to namo hi na muqamal thi To herat kya jo bantey hi irada toot jata hai Muqadar mein merey sagar shikast o rekhat itni hai Mein jis ko apna keh doon who sitara toot jata hai…………….. Aaj Pehli Bar Yeh Mehsoos Huwa Ke Mein Is Duniya Mein Tanha Reh Gaya Hon Aaj Pehli Bar Yeh Mehsoos Huwa Ke Mein Is Duniya Mein Tanha Reh Gaya Hon, Jo Tha Hi Nahi Us Ke Bageir Mein Tanha Reh Gaya Hon, Woh Chup Chup Ker Mere Liye Kitabe Ikhata Kiya Kerti Thi, Aaj Mein Apni Hi Kitab Mein Tanha Reh Gaya Hon, Kabhi In Raston Mein Se Guzar Ker Us ko Ghar Chor Aata Tha. Aaj Mein Un Hi Raston Mein Tanha Reh Gaya Hon, Kabhi Woh Mujh Se Isharon Se Batein Kiya Kerti Thi, Hansta Hoon Aaj Mein Apne Hi Isharon Mein Tanha Reh Gaya Hon, Yaqeen Hai Faraz Ko Ke Kabhi To Woh Laut Aayegi, Rota Hon Faqat Us Ke Bageir Mein Tanha Reh Gaya Hon. Ulfat Ka Jab Kisi Ne Liya Naam Ro Pade Apni Wafa Ka Soch Ke Anjaam Ro Pade Har Shaam Ye Sawaal Mohabbat Se Kya Mila Har Shaam Ye Jawwab Ke Har Shaam Ro Pade Raah-e-wafa Mein Humko Khushi Ki Talaash Thee Do Gaam Hi Chale The Ke Har Gaam Ro Pade Rona Naseeb Mein Hai To Auron Se Kya Gila Apne Hi Sar Liya Koi Ilzaam Ro Pade Jaatey Jaatey Kya Kya Dey Gaya Koi Aansoo Bahaney Ka Bahaana Dey Gaya Koi Koi Maqsad Na Tha Mairi Zindagi Ka Jaatey Jaatey Apni Talaash Ka Aik Maqsad Dey Gaya Koi Khuda Naraz Tha Ke Koi Ilteja Na Karta Main Uss Say Jaatey Jaatey Khuda Ko Manaaney Ka Aik Maqsad Dey Gaya Koi Likhney Parrhney Ka Koi Shoq Na Tha Mujh Ko Terey Naam Ko Likhna Terey Naam Ko Perrhna, Jaatey Jaatey Ye Shoq Bhi Sikha Gaya Koi…. din hua hai to raat bhi hogi, ho mat udas kabhi to baat bhi hogi, itne pyar se dosti ki hai khuda ki kasam jindagi rahi to mulaqat bhi hogi. Koshish Kijiye Hame Yaad Karne Ki Lamhe To Apne Aap Hi Mil Jayenge Tamanna Kijiye Hame Milne Ki Bahane To Apne Aap Hi Mil Jayenge. Mahek Dosti Ki Ishq Se Kam Nahin Hoti Ishq Se Zindagi Khatam Nahin Hoti Agar Sath Ho Zindagi Mein Achche Dost Ka To Zindagi Jannat Se Kam Nahin Hoti Sitaron Ke Beech Se Churaya Hai Aapko Dil Se Apna Dost Banaya Hai Aapko Is Dil Ka Khayal Rakhna Kyonki Is Dil Ke Kone Mein Basaya Hai Aapko. Apni Zindagi Mein Mujhe Sharikh Samajhna Koi Gum Aye To Kareeb Samajhna De Denge Muskurahat Ansuon Ke Badle Magar Hazaron Doston Mein Aziz Samajhna.. Har Dua Kabul Nahin Hoti, Har Arju Puri Nahin Hoti, Jinhein Aap Jaise Dost Ka Sath Miley, Unke Liye Dhadkane Bhi Jaruri Nahin Hoti. Pyar se pyari koi majboori nahin hoti. Kami apnon ki kabhi poori nahin hoti Dilon ka juda hona ek alag baat hai, Nazron se door hona koi doori nahin hoti TO MY JAAN, Koi ye kaise bataye ke wo tanha kyon hai? Wo jo apna tha wahi aur kisi ka kyon hai? Ye hi dunia hai to aakhir eisi ye dunia kyon hai? Yahi hota hai to aakhir yahi hota kyon hai? Dil – E – Barbad se nikla nahi ab tak koi, Ek lute ghar pe diya karta hai dastak koi, Aas jo toot gai phir se bandhata kyon hai? Koi ye kaise bataye ke wo tanha kyon hai? Tum assaratt ka kaho ya ise gam ka rishta, Kahte hai pyaar ka rishta hai janam ka rishta, Hai janam ka jo ye rishta to badalta kyon hai? Koi ye kaise bataye ke wo tanha kyon hai? Ek jara hath bada de to pakad le daman, Uske sine mein sama jaaye hamari dhadkan, Itni kurbat hai to phasala itna kyon hai? Koi ye kaise bataye ke wo tanha kyon hai? Koi ye kaise bataye ke wo tanha kyon hai? Wo jo apna tha wahi aur kisi ka kyon hai? Ye hi dunia hai to aakhir eisi ye dunia kyon hai? Yahi hota hai to aakhir yahi hota kyon hai Na Sathi hai koi, Na Humsafar hai koi, Na Hum kisi ke na Humara hai koi, Par aapko dekh kar keh sakte he ki, Dost to Humara bhi hai koi…..! Dosti koi Farz nahin…Ek Rishta hain yeh. Raishtey jo Khoon se nahin.. Dil se bandeh. Dil jo kuch pal ko milen..Milen Jindagi bhar ke liyeh. Ek Jindagi kabhi poori nahin hoti..Aziz dost ke liyeh. E Khuda Aaj Ye Faisla Karde, Use Mera ya Mujhe Uska Karde. Bahut Dukh Sahe He Maine, Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde. Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna, Judai Ke Safar Ko Kum Karde. Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse, Use Utna Kareeb Karde. Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam, To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe FANAA Karde. Tere Dile mein meri saanson ko panah mil jaaye Tere Ishq mein meri Jaan Fanaa Ho jaaye. Aag suraj main hoti hai , Jalna dharti ko padta hai  mohabbat aankhen karti hain , tadapna dil ko padta hai Ankhen to pyar me dilki zuban hoti hai, sachi chahat to sada bezuban hoti hai, pyar mai dard bhi mile to kya gabrana, suna hai dard se chahat aur jawan hoti hai Phool hun Gulaab ka Chameli ka mat samjhna Aashiq hun aapka Apni Saheli ka mat samjhna Dur Humse Jaa Paoge Kaise, Humko Bhool Paoge Kaise. Hum Who Khushbu Jo Saanson Mein Utar Jaye, Khud Apni Saanxon Ko Rok Paoge Kaise.. Bekhudi Ki Zindagi Hum Jiya Nahi Karte, Yun kisika ka Jaam Hum Piya Nahi Karte. Unse Kehdo Mohabbat Ka Izhaar Aakar Khud Karein, Yun Kisika Peecha Hum Nahin Karte RONE DE TU AAJ HAMAKO TU AANKHE SUJANE DE BAHO ME LELE AUR KHUD KO BHEEG JANE DE HAI JO SEENE ME QUAID DARIYA WO CHUT JAYEGA HAI ITANA DARD KI TERA DAMAN BHEEG JAYEGA.. tere dil mein meri saanson ko jagah mil jaaye tere ishq mein meri jaan fanaa ho jaaye adhoori saans thi dhadkan adhoori thi adhooren ham magar ab chaand poora hain falak pe aur ab pooren hain ham Bebasi dard ka aalam Tum mujhe de do apne gham Khaamoshiyan bhi do, tanhaaiyan bhi do Bechainiyan bhi de do…de do naa Bheegi palkon se churaa loonga nami Rehne doonga na kahin koi kami Tumko daaman na bheego ne doonga Ab kabhi tumko na rone doonga Uljhane gham ki parchhaayi De do mujhe apni tanhaayi Gumnaamiyan bhi do, nakaamiyan bhi do Viraaniyan bhi de do…de do naa Tere honthon pe saja doonga hasi Teri raahon mein bichha doonga khushi Tum mujhe apna maanti ho agar Yoon khata hoke na jhukao nazar Mushkile apni majboori De do mujhe saari benoori Pareshaanian bhi do, hairaanian bhi do Nigey baaniyan bhi de do…de do naa Hasratein hain bahut magar Tumse main kya kahoon Leke bahon mein main tumhe Pyaar karta rahoon Khwahishein hain bahut magar Tumse main kya kahoon Hadh se aage guzar ke bhi Ab mohabbat karoon Jaane wafaa, jaane jahaa Aise adaa, hongi kahaa Dekhaa sanam, maine tumhe Behekein mere kadam Maine kahaa, tumne sunaa Dhadkan bani, dil ki zubaan Tanhaa yahaa, hum jo milein Aane lagaa mazaa Rutho na a dost k fir! roth jany waly maan b jaien tu manany waly thak sy jaty hyn aur hamary sath zindagi k saffer mien chalny k qabil nahi rehty khafa na ho a sathi k fir! khafgion k mosum dyr tak nahi telty dil-o-jaan mien,ruh k ander bohat hi bohat hi door ja ker basyra kerty hyn naraz na ho a hamdam k fir! narazgi kadurraton ko janm dyti hy kadurratien dil ki fir nahi jatien aur! zindagi ki shaffaf rahien dhundli-o-gurd aalood ho jati hyn so myry dost ,myry sathi,myry hamdam! mujhy aatbar ka maan do! Khamoshi se Dosti kar liye Zindagi mein baatein bahut kar liye… Sun liye hai zawab bhi…kabhi Dosto se, Kabhi Dushmano se, Lavso ke is bhir mein ghutan si hoti hai ab to…. Mujhe sannata chahiye….. … Isliye Khamoshi se Dosti kar liye….. Baaton ki tanashahi bardasht karne ki taaqat na rahi…….. Viraane mein sar chupane ki jagah chahiye….. …. Alfaazon ki koi matlab hi nahi milta……. . Isliye Khamoshi se Dosti kar liye….. Rahegi tamannaye, tamannaye to rahti hai……. Par halaat yeh hai ki ab saare Hosh’o’Hawas kho chuke……. . Is Bedardi ko kab tak jhel sakti hai yeh Dil’o’Dimaag…… Armaano se tang aa chuke hai hum bhi…… Isliye Khamoshi se Dosti kar liye….. Musquraahaton se roshan hoti rahegi yeh Duniya…… .. Mujhe roshniyon se dar lagne laga hai…… Mujhe Andhera Chahiye….. Isliye Khamoshi se Dosti kar liye….. Khamoshi se Dosti kar liye Zindagi mein baatein bahut kar liye… Sun liye hai zawab bhi…kabhi Dosto se, Kabhi Dushmano se, Lavso ke is bhir mein ghutan si hoti hai ab to…. Mujhe sannata chahiye….. … Isliye Khamoshi se Dosti kar liye….. Baaton ki tanashahi bardasht karne ki taaqat na rahi…….. Viraane mein sar chupane ki jagah chahiye….. …. Alfaazon ki koi matlab hi nahi milta……. . Isliye Khamoshi se Dosti kar liye….. Rahegi tamannaye, tamannaye to rahti hai……. Par halaat yeh hai ki ab saare Hosh’o’Hawas kho chuke……. . Is Bedardi ko kab tak jhel sakti hai yeh Dil’o’Dimaag…… Armaano se tang aa chuke hai hum bhi…… Isliye Khamoshi se Dosti kar liye….. Musquraahaton se roshan hoti rahegi yeh Duniya…… .. Mujhe roshniyon se dar lagne laga hai…… Mujhe Andhera Chahiye….. Isliye Khamoshi se Dosti kar liye….. Kabhi Hamain Dekh Kar Muskurati Hain Aur Kabhi Nakhray Deekhati Hain Aakhir Larkiyan Kia Chahti Hain Tammam Kaam Larkon Say Nikalwati Hain Aur Phir Moon Phair Kar Chali Jati Hain Aakhir Larkian Kia Chati Hain Hamain Muskura Kar Ghar Bulati Hain Aur Phir Apnay Bhaioon Say Pitwati Hain Aakhir Larkian Kia Chati Hain Mood Hoota Hay To Baat Karti Hain Warna Youn Hi Chali Jati Hain Aakhir Larkian Kia Chati Hain Apni Haar Say Hamain Tarpati Hain Aur Dil Dharka Kar Chali Jati Hain Aakhir Larkian Kia Chati Hain Apnay Shohroon Ko Kabze Main Kar Kay Saasoon Ko Rulati Hain Aakhir Larkian Kia Chati Hain Apnay Shohroon Say Ghar Kay Kaam Karwati Hain Aur Khud Aaram Farmati Hain Aakhir Larkian Kia Chati Hain Aakhir Yeh Larkian Hamain Kyun Hain Pasand Kyun Kay Sawan Ki Tarah Aati Hain Aur Chali Jatee Hain Aur Kuch Dil Main Reh Jati Hain Shayad Larkian Yehi Chati Hain ..! Or Ye Kia Chahti Hai …… ???????? I don’t think its all true…… But so Far it is.. Wht U Say? Just Enjoy…..Just for Fun…. Tumko dekha….tumko dekha… tumko dekha….to yeh khayal aaya paaglon ke stock mein naya maal aaya! Idhar khuda hai, udar khuda hai, jidar dekho udar khuda hai, idhar-udhar bus khuda hi khuda hai jidhar nahi khuda hai…. udhar kal khudega! koi pathar se na maare mere dewaane ko…….. koi pathar se na maare mere dewaane ko…….. koi pathar se na maare mere dewaane ko…….. abe aage bhi to bol……… …… neuclear power ka jamaana hai, bomb se udaa do saale ko………. ……… tuhaar chehraa moti samaan tuhaar chehraa moti samaan… moti hamaar kutte ka naam!! tere dar pe sanam hazar baar aayenge, tere dar pe sanam hazar baar aayenge….. ghanti bajayenge aur bhaag jayenge !! Jis waqt khuda ne tumhe banaya hoga, ek saroor sa uske dil pe chaya hoga… pehle socha hoga tujhe jannat mein rakh lun.. phir usse zoo ka khayal aaya hoga!!! Mein Tumhare Liye Sab Kuch Karta.. Magar Mujhe Kaam Tha…… Mein Tumhare Liye Doob Ke Marta… Magar Mujhe Zukham Tha ! Mere marne ke baad mere doston, yu aansoo na bahana, Agar meri yaad aaye to, sidhe upar chale aana!! Unki gali se guzre..ajeeb ittefaq tha Unki gali se guzre..ajeeb ittefaq tha Unho ne phool to phenka.. par gamla bhi saath tha!! Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain Vo aaj bhi hume dekh kar muskurate hain Yeh to unke bachche hee kaminey hain, Jo Mama Mama kehke bulaate hain:) Woh hamari gali me aaye… Woh hamari gali me aaye… Woh hamari gali me aaye… Aur chillake bole….. Paper Raddi wala !!! jab tum angdayi leti ho tho mera dum nikal jata hai jab tum angdayi leti ho tho mera dum nikal jata hai arey thoda deodrant lagane main tera kya jata hai:) aap aaye noor aaya aap aaye noor aaya aap aaye noor aaya chalo hum teeno picture dekhne chalee pichle zamane ki larkiyaan kehti theen” PEHLA PEHLA PYAR HAI … ANKHOUN MEIN KHUMAAR HAI.. AAJA MERE SAJNA TERA INTEZAAR HAI…!” but aaj kal ki ladkiyaan kehtii hain :”PEHLA PEHLA PYAR HAI … ANKHOUN MEIN KHUMAAR HAI.. AAJA MERE SAJNA NAHI TOU DUSRA TAIYYAR HAI ……; rab se dua katre hain ki mere dosto ko khushiyo ka sansaar mile. Aur jo mujhe mail nahin karte, unhe apne GIRLFRIEND se, BHEN jaisa pyaar mile ( Just Kidiing ya ) Woh ladki kitni pyaari thi, jisko aankh maari thi. Woh sendal kitni bhari thi, jo usne sar pe maari thi. Ab tak meri life ek khuli bottle thi, Jisme se sab perfume ki tarha udd jata tha. Par aap ke aane se sab kuch ruk gaya. Bhagwan kare aap jaisa DHAKKAN sabko mile!!! Apne pyaar ko mat chupao….. Ise zaroorat hai jatane ki……. Apni khubsurti ko mat chupao….. Ise zaroorat hai dikhane ki…… Ab aur Perfume mat lagao….. Tumhe zaroorat hai nahane ki……. Wo hamari zindagi main kuchh is tarah se aaye Wo hamari zindagi main kuch is tarah se aaye . Jaise hare bhare khet main saand ghus aaye. Hum aise aashik hain jo gulab ko kamal bana denge, Uski har adaa par ghazal bana denge.. Agar wo aa jayegi mere jindgi me, To Reliance ki kasam London me bhi Tajmahal bana denge.. Jee chahata hei kee tere nazuk honthon ko choom lu Jee chahata hei kee tere nazuk honthon ko choom lu Magar teri bahti hui naak ne iraada badal diya…. Andhe ke hath me “TORCH”, Bahare ke hath me “RADIO”, Gunge ke hath me “MIKE”, AUR AAP KE HATH ME “mobile” WAH WAH Kya Jamana Aaya hain!!! Aap kya jaano hum kitna yaad karte hain maano ya na maano har pal fariyaad karte hain Roz khat likhte hain CARTOON NETWORK ko aur aapko play karne ki maang karte hain…. Ladka apni dilruba se pooch raha hai Kya pyaar karna paap hai? Kya pyaar karna paap hai? Ladke ka dost uske kaan mein bolta hai Abbey patli gali pakad peeche uska baap hai Jo sagar ne kaha lehron se, Jo ped ne kaha patto se, jo phoolon ne kaha kaliyon se, wohi main tumhe kehta hun, aey chal chal hawa aane de** Ghar se jab tum nikle pehen ke reshmi gown. Jaane kitne dilon ka ho gaya server down. Love is in the air… Love is in the air… Par samajh mein nahi aa raha, kiska hai kiske saath affair? Raat bhar SMS kiya to Raat kat gayi, Raat bhar SMS kiya to Raat kat gayi, Subah balance dekha to waat lag gayi!!!!! Request hai tumse refuse mat karna, Friendship ke ye dosti ko fuse mat karna, Hum dost hai tumahre con-fuse mat karna, Meri jagah kisi aur ko use mat karna. Apple kat ta hoon knife se, Paani peeta hoon pipe se, Kya zamana aaa gaya, Joote khata hoon wife se 1 ladki thi deewani si, doston pe woh marti thi! Chori Chori Chupke Chupke TEXT likha karti thi, kuch kehna tha shayed usko ……… lekin moblie bill se Darti thi, Kitne Haseen Ho Tum, Khud Ko Duniya Ki Nazar Se bachaaya karo…. Aankhon mein Kaajal lagaana hi kaafi nahin…. Plz Galley mein Nimbu-Mirch latkaaya karo jahan dosti vahan pyar, jahan pyar vahan ishq, jahan ishq, vahan mohabbat, jahan mohabbat vahan judai, jahan judai vahan dard, jahan dard vahan MOOV laga lena. Naye saal ka yoon aana acha laga Naye saal ka yoon aana acha laga Tujhe say milnay ka naya intezaar acha laga Ankhon mein kai khawaab jagnay lage Teray khawaab ka ankhon mein sajna acha laga Baat teri hi toh thi magar ghabra ka ekdam Logon say nazarain churana acha laga Tujhe say mil kar kitna kuch kahnay ke liye Dekhtay hi tujhe un shikawon ka bhool jaana acha laga Es sitamgar ko archana mein kaisay na apna kahoon Jab bhi aaya khawaab mein who mujhe acha laga. Ab kay sal kuch aisa karna, apnay pichlay bara(12) mah kay dukh sukh ka andaza karna sunehri yaden taza karna bhoole basrey pal likh lena phir is beetay huey ik ik pal ka ik ik moar ka ahata karna sarey dost ikathey karna sari muhabbatain hazir karna aur ilawa in kay dekho, sarey mausam dhiyaan mein rakhna phir mauhtat qayas lagana agar khushee barh jatee hai tu phir tum ko meree taraf se aanay wala saal mubarak aur agar gham barh jaen tu mat bekaar takleef karna dekho phir tum aisa karna meri khushian tum le lena mujh ko apne gham de dena Ab ke saal kuch aisa karna …………. Ab ke sall kuch aisa karna …………. Khushi bhi doston se hai Gam bhi doston se hai Takraar bhi doston se hai Pyar bhi doston se hai Roothna bhi doston se hai Manana bhi doston se hai Baat bhi doston se hai Misaal bhi doston se hai Nasha bhi doston se hai Shaam bhi doston se hai Zindagi ki shuruvaat bhi doston se hai Zindagi main mulakaat bhi doston se hai Mohabbat bhi doston se hai Inaayat bhi doston se hai Kaam bhi doston se hai Naam bhi doston se hai Khyal bhi doston se hai Armaan bhi doston se hai Khvab bhi doston se hai Maahol bhi doston se hai Yaadein bhi doston se hai Mulakaatein bhi doston se hai Sapne bhi doston se hain Apne bhi doston se hai Ya yoon kahoon yaro Apni to duniya hi doston se hai Naya saal bhi doston se hi hai WiShInG U a VeRy HaPpY NeW YeAr 2008 Hi all, On the occasion of Diwali a small wish from me to you all. Diwali ke deepak jag-magaye aapke aangan main, Saat rang saaje is saal aapke aangan main. Aaya hai yeh tyohaar kushiyan leke, Har kushi saaje is saal aapke aangan main. Roshni se ho roshan har lamha aapka, Har Roshni saaje is saal aapke aangan main. Dua hum karte hain aap salamat rahe, Har dua saaje is saal aapke aangan main. Ramadhan Ki Amad Hai Rehmatein Barasane Wala Mahina Hai Ao Aaj Sub Khataon Ki Maafi Maang Lein Dar-e-Taurba Khula Hai Is Mahine Mein Firdous Ki Khusboo Ati Hai Woh Naseeb Wala Hai Jise Mile Firdous Ao Aaj Hum Koshish Karein Usse Paane Ki, Jise Hum Ne Abhi Talak Paya Hi Nahin Ibadatoon Ke Is Door Mein Ao Maangein Sub Ke Liye Magfarat Maangtein Hain Hum Kuch Na Kuch Apne Liye Chalo Aaj Doosroon Ke Liye Maangein Ramadhan Ki amad Ki Khusi Hai Bahut Saath Hi Is Ke Jald Roohsat Ho Jaane Ka Ghum khuda Kare Waqt Tham Jaein Us Waqt Jab Baras Rahi Ho Khuda Ki Rehmat Hum Par Ramadhan Ke Roohsath Hone Se Pehle Dar-e-Tauba Band Hone Se Pehle Is Mubarak Mahine Ki Har Fazilat Hasil Kar Lein Jo Hum Ghuzishta Saaloon Mein Hasil Na Kar Sake Ramadhan Mubarak… Ramadhan Mubarak… Ramadhan Mubarak… Ramadhan Mubarak… woh aakhri lamhoon main mujhy maang raha hai yeh waqt hai aesa k guzar kar nahi sakty khud hath say apny usay khona hi pary ga yeh zabt bhi karna hai magar kar nahi sakty yoon apni nigahoon ko chora layty hain tujh say k dil k iradoon ki khabar kar nahi sakty tum khwaab jalaty rahy ham aaj tak chup thy ab dil k yoon jalny par sabar kar nahi sakty yeh aankh andheroon main hoi pyaas ka sehra is noor k darya par nazar kar nahi sakty har chand k meri aankh main aansoo hain larazty jalty hoy sholay es par asar kar nahi sakty woh aakhri lamhoon main mujhy maang raha hai yeh waqt hai aesa k guzar kar nahi sakty khud hath say apny usay khona hi pary ga yeh zabt bhi karna hai magar kar nahi sakty yoon apni nigahoon ko chora layty hain tujh say k dil k iradoon ki khabar kar nahi sakty tum khwaab jalaty rahy ham aaj tak chup thy ab dil k yoon jalny par sabar kar nahi sakty yeh aankh andheroon main hoi pyaas ka sehra is noor k darya par nazar kar nahi sakty har chand k meri aankh main aansoo hain larazty jalty hoy sholay es par asar kar nahi sakty Jii mein aataa hai kii dein pardey say pardey kaa javaab, Ham say vo pardaa karein duniyaa say ham pardaa karein, Ye karein yaa vo karein aisaa karein vaisaa karein, Zindagii dou din kii hai dou din mein ham kyaa kyaa karein, Jii mein aataa hai kii dein pardey say pardey kaa javaab, Ham say vo pardaa karein duniyaa say ham pardaa karein, Sunn rahaa huun kuchh lutere aa gaye hain sheher mein, Aap jaldii bandd apney ghar kaa darvaazaa karein, Iss puraanii bevafaa duniyaa kaa ronaa kab talak, Aaeeye mil-jul kay ikk duniyaa nayi paidaa karein, na tum yahan na hum yahan zameen yeh kaisi sochta jahan palkon par rahti hai subhe jhuknay par dhalti shaam aisay hi kisi mausam mein miltay hain do dil jahan usi zameen par khila hai nargisi sa ek dil yahan jawan raaton ki tanhaii mein milogay tum kabhi tanhaii mein aisi hi kisi madhur raat mein khilaygi pyar ki chandni jahan na tum yahan na hum yahan zameen yeh kaisi sochta jahan… Waqt Bewaqt Tumhe Yaad Kiya Karta Hoon, Beeti Batoon Ke Sahaare Mein to Jiya Karta Hoon, kabr Mein Khuli Hain Aankhen Meri, Ke, Marne Ke Baad Bhi Tera Intzaar Kiya Karta Hoon. Kayii Saal Guzrey Kayii Saal Beetey Shab-o-Roz Ki Gardishon Ka Tasalsul Dil-o-Jaan Mein Saanson Ki Partein Ultatey Hue Zalzalon Ki Tarah Haanpta Hay! Cheekhtey Hue Khuwab Aankhon Ki Nazuk Ragein Cheeltey Hain Magar Main Har Ik Saal Ki Goud Mein Jagti Subah Ko Bey Karaan Chahton Se Atti Zindagi Ki Dua Dey Kar Ab Tak Vohi Justaju Kar Raha Hoon Safar Zindagi Hay Safar Aagahi Hay Safar Aabla Payii Ki Dastan Hay Safar,Umer Bhar Ki Sulagti Hui Khuwahishon Ka Dhuwan Hay Kayii Saal Guzrey Kayii Saal Beetey Musalsal Safar k Kham-o-Paich Mein Saans Leti Hui Zindagi Thak Gayii Hay k Jazbon Ki Geeli Zameenoo Mein Boye Hue Roz-o-Shab Ki Har Ik Fasal Ab Pakk Gayii Hay Guzarta Hua Saal b Aakhrii Hichkiyaan Ley Raha Hay Mery Paish-o-Pass Khauf, Dehshat, Ajal,Barood Ki Mouj Aabadian Noch Kar Apney Jabrron Mein Jhakrri Hui Zindagi Ko Darindoo Ki Surat Nigalney Ki Mashqon Mein Masroof Tar Hain Har Ik Rasta, Maut Ki Rahguzar Hay Guzarta Hua Saal Jaisy b Guzra Magar Saal k Aakhri Din Nihayet Kathin Hain Har Ik Simt Laashon k Anbaar Zakhmi Janazon Ki Lambii Qitarein Kahan Tak Koi Dekh Paye? Hawaon Mein Barood Ki Baas Khud Aman Ki Noha Khuwan Hay Koi Chara Gar, Asr-e-Hazir Ka Koi Maseeha Kahan Hay? Mery Milney Walon! Naye Saal Ki Muskuratii Subah Gar Haath Aye To Milna!! k Jatay Hue Saal Ki Saaton Mein Yeh Bujhta Hua Dil Dharakta To Hay Muskurata Nahi December Mujhay Raas Aata Nahi…!!! Kisko maaluum kahaan kay hain kidhar kay ham hain, Apnii marzii say kahaan apne safar kay ham hain, Rukh havaaon kaa jidhar kaa hai udhar kay ham hain, Pehle har chiiz thii apnii magar ab lagtaa hai, Apne hii ghar mein kisii duusre ghar kay ham hain, Waqt kay saath hai mittii kaa safar sadiyon tak, Kisko maaluum kahaan kay hain kidhar kay ham hain, Chalte rehte hain kay chalanaa hai musaafir kaa nasiib, Sochte rehte hain kay kis raahaguzar kay ham hain, ho kar begaane bhee kyon apne se lagte ho ho itni duir phir bhee kyon kareeb lagte ho chhor denge teri yaadon ko kahin duir ris ris kar roj yuin tadpaate kyon ho dil kei jharokhon mei ik tasveer hai teri dhoondhli he sahi phir bhee aankho mei baste kyon ho koi chhere jo jikar tera to honth farfarate hain aah nikle na kahin bas aansoo ban dhalte kyon ho mudatt se nahi hui koi baat to kaya sapno mei aksar baatein karte kyon ho Mera kya tha tere hisaab mein,mera saans saans udhar tha Jo guzar gaya wo to waqt tha,jo bacha raha wo ghubbar tha Teri aarzoo mein ure ti the,chund khushk patte channar ke Jo hawa ke dosh se gir para,un mein aik yeh khaksar Wo udas udas ik shaam thi,ik chehra tha ik charagh tha Aur kuch nahi tha zammen per,ik aasman ka ghubaar tha Bare sufion se khayal the,aur biyan bhi us ka kamal tha Kaha meine kab ke wali tha wo,ik shakhs tha badda khar tha. Sehma sehma darra sa rehta hai Jane kyun ji bhara sa rehte hai Kaai si jum gai hai aankhon per Sara manzar harra sa rehta hai ek pal dekh loon tu uthta hoon Jal gaya sab zara sa rehta hai Ishq mein aur kuch nahi hota Aadmi bawra sa rehta hai Naam soch hi na tha hai ke nahi Amman keh ke bulaya aik ne Ae jee keh ke bulaya dooje ne Abe o yaar log kehte hain Jo bhi jis ke jee aaiya Us ne waise hi bus pukaar liya Tum ne ik mod per acanak jab Mujhe ko “GULZAR” keh ke di awaz Ek seepi se khul gaya motie Mujh ko muaani mil gaya jaise. Here are the top most reply of a girl, when you propose her… 1) Nahi…….. ……… ??? 2) Chiiiii….. Kitne gande vichar hain tumhare….. .. 3) Maine tumhe sirf ek acche dost ki nazar se dekha hai …. 4) Mera pehle se ek boyfrnd hai…. 5) Main in baton pe vishwas nahi karti, apne padhai pe dhyaan lagao… 6) tum abhi tak mujhe jaante kahan ho ?Yeh shayad infatuation hai…. 7) Tumhara bank balance kitna hai…?? Magar last year to Maine tumhe raakhi baandhi thi ..hai naa..bhaiyya. .?? 9) Mein abhi is relation ke liye mentally prepared nahi hoo…. 10) Mein apne dady se pooch ke tumhe kaal answer karu…?? 11) Itni is baat kehne ke liye itni der lagaa di?? 12) Ye donon ke dil me hai na, to phir kya kehna!! 13) Sorry 14) “……Apna chehra kabhi aayine me dekha hai….. L…………………………… ” 15) “Main toh tumhe apna Bhai maanati hu” 16) “Yes .. I too like you … (but hope you don’t cheat on me ) ” … (Which we guys most oftenly do ) 17) Phele kyon nahi bataya AB tum late ho gaye .. 18) Tum agar pehle mile hote to sochti. 19) Tumhari himmat kaise hui mere baare mein aisa sochne ki… (probably followed by a slap) 20) Girl: mujhe sochna ka wakt do… Guy: kitna wakt???(with hope) Girl: saat janam 21) Mai ek shaadi shuda ladki hu 22) Mein tumhare chotte bhai se pyaar karti hoon… 23) Now that’s a real tragedy…. Girl: Hee hee ……hee hee hee…..hee ….hee……hee…… Hee hee ……hee hee hee…..hee ….hee……hee…… 24) Boy: I love U! Gal: I don’t think ABT all this before marriage. 25) Keep loving I don’t care. 26) Tum mere liye kya kar sakte ho… 27) Kaun as number hai mera tumhare proposals ki history mein. Ha ha ha ha…. 28) tumhe is nazar se kabhi dekha nahi 29) tumhare barre mein kabhi aisa socha nahi 30) mummy se pooch kar bataungi 31) mere bhaiyya se baat kar lo , who hi tumhe samajhayenge 32) Knyo, Tina NE “No” bola? 33) Lekin tum to Mina ke piche pade the, Kya usne thappad mara? 34) Kitne time ke liye -??? 35) Worst one– Jo bhi bolna hai jaldi bolo mera beta school se aata hoga.. 36) Thanks. I love you, too. 37) Boy :- Sonya, I love U….. Gal :- Sorry , Next 3 Months tak Waiting List chal rahi hai…. 38) “What?” 39) “Let’s just stay away from this” 40) My friend in college got one classic reply … “I THINK I’M ENGAGED” 41) “I think, I will have better options in future …” 42)Mujhe tumse is baare mein koi baat nahi karni, then she starts ignoring, phir bhi nahi sudhare then she threatens via some common friends. 43) My Boy friend is very short Tempered. Beware of it. 44) like you as a friend but I never thought about us like this…cant we be just good friends for ever 45) Actually my younger sis likes you a lot. .. 46) My mummy does not like your family (if the family knows each other.) .. 47) “Why me?..Tumne mere meih essa kya dekha?…”she wants you to list down all the Good qualities that you even might have not seen in her. … 48) SLAP !! ACTIONS SPEAK LOUDER THAN WORDS….it is said .. 49)hehe I didn’t expect that from you…. 50)nice joke … 51)tum ladke kuchh or nahi soch sakte jaha ladki dekhi fisal gaye….. 52)achha tum bhi meine socha sirf harsh,nikhil, ravi, etc etc ko hi mujhme interest hai ….. And then walks on………. … 53)tumhe to purpose karna bhi nahi aata…. Peheli bari hai kya?? Koi baat nahi mein batati Hun ???… Jab Tere Dhun Men Jia Karty They Ham Bhi Chup Chap Phira Karty They Ankhoon Men Peyas Hoa Karty Thi Dil Men Toofan Utha Karty They Loog Aaty They Ghazal Suneney Ko Ham Tere Bat Kia Karty They Sach Samjhty They Tery Wadoon Ko Rat Din Ghar Men Raha Karty They Kisi Werany Men Tujh Sey Mil Kar Dil Men Kia Phool Khila Karty They Ghar Ke Dewar Sajany Ke Khatir Ham Tera Nam Likha Karty They Wo Bhi Kia Din They, Tujhe Bhula Kar Ham Tujhe Yaad Kia Karty They Kal Tujhe Dekh Kar Yaad Aeya Ham Bhi Kabhi Muhabbat Kia Karty They Apni Nazroon se jo gir jaye woh chera na bana Mujh ko lamhe-a-fursat ka kilona na bana Saikaron raste hain ajnabi ho jane ke Tark karna hai talook ka bahana bana Jhoot ehsaas ki qandeel ko booja deta hai Muhje insaan samja khud ko firishta na bana Apni yaadein tu mere dil main basii rehne de Iss mehakte hoay gulzar ko sehra na bana Mein tu pehle hi zakhum lie phirta hoon Muhje ab shehar dard-e-tamsha na bana Thak gaya hain mere ehsaas ki aakhaein FARHAN Nqash-e-deewar per ab koi afsana na bana Kitna tadhpaati hai yeh yaadein Kitna rulaati hai yeh yaadein Saara jeevan kuch raheta apne paas nahi Bas kat jaata hai inhi yaadon me zindagi Hamne apne tazurbe se jaana hai Ki yeh baho sambhaalne ki cheez hoti hai Yeh cheez hi hai aesa Jispar koi kar nahi paata kabzaa Kuch acche kuch bure pal to zindagi me aate hai Jise hum bhula nahi paate hai Yeh hamaari zindagi me Sab kuch khone ke baad hi rahe jaate hai Par mera yah hai maan na Aap bhi meri baat ko sunna Hamen zindagi me bure palo ko hai bhoolna Sirf acche palo ko hai yaad rakhna Ek shayar ke ghar ki nilaami hui…. Saari dunia sharam se pani too hui.. mile chand kagaz ke tukre, Tuti botlen..mili roti tasweeren .. Jinke aansu ponch lein.. Dekh ke saare jag ko hairani hui.. Saari dunia sharam se pani2 hui. Taaron ko pyaar tha jo usne kiya.. Jalata tha unke liye wo dil ka diya Chaand ke daagon ko dour usne kiya.. Chandni bhi thi jiski deewani hui.. Us shayar ke ghar ki nilaami hui.. saari dunia sharam se paani 2 hui.. Kuch door hamare saath chalo Hum dil ki kahani kehdein ge Samjhe na tum jisse aankhon se Woh baat zubaani kehdein ge Jo pyar karein ge jaanein ge Har baat hamari maanein ge Jo jaley na hon khudh ulfat mein Woh aag ko paani kehdein ge Jab pyaas jawan ho jaye gi Ehsaas ki manzil paye gi Khamosh rahein ge aur tumhein Hum apni kahani kehdein ge Is dil mein zara tum baitho to Kuch haal hamara poocho to Hum sada dil hain “Ashk” mager Har baat poorani kehdein ge Ager hum door hoo jayein Kaheen duniya mein kaho jayein Batao kia karo gaye tum Humein dondoo gaye ya Phir bhul jao gaye Humein awaz do gaye ya Kesi guzri kahani mein Humra nam likh do gaye Chalo esa hee karna tum badal jana Humein tum bhul he jana Muger itni guzarish hai Humra zikar jab aye Zara sa yaad kar lena Falsafa-e-Ishq Mein Paish Aaye Sawaalon Ki Tarah Falsafa-e-Ishq Mein Paish Aaye Sawaalon Ki Tarah Hum Pareshaan Hi Rahey Apney Khayalon Ki Tarah Sheesha-gar Baithey Rahey Zikr-e-Maseeha Ley Ker Aur Ham Toot Gaye Kaanch Ke Pyaalon ki tarah Jab Bhi Anjaam-e-Muhabbat Ne Pukaara Khud Ko Waqt Ne Paish Kiya Hum Ko Misaalon Ki Tarah Zikr Jab Ho Ga Mohabbat Mein Tabahi Ka Kahin Yaad Hum Aayein Gey Duniya Ko Hawaalon Ki Tarah… Dil udaas hai bahut koi peghaam he likh do Tum apna naam na likho, gumnaam he likh do Meri qismat mein gham-e-tanhai hai lekin Tamaam umer na likho magar ik shaam he likh do Zaroori nahin ke mil jaye sakun har kisi ko Sar-e-bazam na ao magar benaam he likh do Yeh jaanta hun ke umer bhar tanha mujh ko rehna hai Magar pal do pal, ghari do ghari, mere naam he likh do Chalo hum maan letay hain ke saza ke mustahiq thehray hum Koi in’aam na likho koi ilzaam he likh do ek toh ehsaas teray na honay ka uspar darr tujhe khonay ka chun le tu koi sitamgar apna mahsoos kar dard dil khonay ka
Posted on: Tue, 06 Aug 2013 09:30:20 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015