Dil ke armaan lafzo main bayan kar nhi pate hai, Par wo sab kuch - TopicsExpress



          

Dil ke armaan lafzo main bayan kar nhi pate hai, Par wo sab kuch hamari akho se pad lete hai Q ki khmoshiyan bhi baatain karti hain….. Har ek lamha unki yaad aati hai, Yaad aati hai jo dil dhadkati hai. Apne hotho se unka naam toh nhi late hai, Par mere dost khamoshi se uska naam jan lete hai, Q ki khmoshiyan bhi baatain karti hain……. Tumhri O Ho karne ki adda mere dil me or bhi gahri ho gyi hai Tumhe dekhne ki chah toh abhi bhi puri nhi huyi hai Isliye tumhe dekhne k liye hum din me bhi so liya karte hain Q ki khmoshiyan bhi baatain karti hain…… Umar bhar sath nibhane ka vada log aksar kiya karte hain, Vada nibhana toh dur use yaad bhi nhi rakhte hain, Udas ho jata hu jab uski pyari c yaad aati hain, Q ki khmoshiyan bhi baatain karti hain……… Hum tum se ik tarfa pyar karte hain, Isliye sirf tumhare liye hi jiya or mra karte hain Tum ko garoor hain husn ka isliye itna itraya karte hain, Tum kaamosh ho par tumhari akhian nhi, Q ki khmoshiyan bhi baate karti hain…… Khmoshiyan bhi baate karti hain…!!
Posted on: Sun, 30 Jun 2013 05:42:51 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015