Dollar 112/- Rs. se 96/- Rs. ka ho gaya. • Petrol 117/- Rs. se - TopicsExpress



          

Dollar 112/- Rs. se 96/- Rs. ka ho gaya. • Petrol 117/- Rs. se 107/- Rs. ka ho gaya aur 11 month se petrol ki qeemat nahi barhi. • Railway ka rukna band ho gaya. (Railway k Revenue mey 37 billions ka izaafa, deficit mey kmi) • PIA ka late hona band ho gaya. (18 saal baad PIA mey 3 new jahaaz shaamil) • Dhamakey band ho gey. • Zarb-e-Azb Operation shuru hogeya. • Dehshat Gardi aur Dehshat Gardoon ka safaya yaqeeni nazar ane lag gaya. • Drone Attacks band ho gae. Karachi mein 20,20 lashein bori mein milna band ho gaein. • Corruption ka aik bhi case samney nahi aaya Government k against. IS KE ILAWA ... • 3G aur 4G technology ae. •21,000 MegaWatt bijli k new projects lag gey. • Quiad-e-Azam Solar Park aur Coal se Bijli ka Hasul Mumkin hone ko hai. • Youth Schemes shuru ho gaien. • Motoways aur Metro Bus project shuru ho gae. • Loadshedding mein pechle 15 saalon se is saal kaafi kmi. • World Bank, Asian Development Bank aur doosrey International idaaron ka Hakumat pr aitmaad. • Doosrey Mulkoon se achey Taluqaat jin mein China,Turkeysab se aagae hain. • Chiniot mein Dunya ki sb sey brri Steel Mill ka qeyaam. • China aur Turkey ki Arboon Dollars ki Investment. • Khunjeraab-Gwadar, China Corridor. • Gwadar Port operational. • Balochistan mein amaan-osakoon aur Development. (9 saal baad pehli baar Balochistan k hr city or Tribal Areas mey b Pakistan ka parcham lehraya geya) • Karachi mein Dehshat Gardoon k khilaaf Operation. Still we are looking for inqilab??
Posted on: Fri, 22 Aug 2014 10:00:00 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015