Ek nepali himalaya ki pahari par bhed-bakri chara raha tha. Tabhi - TopicsExpress



          

Ek nepali himalaya ki pahari par bhed-bakri chara raha tha. Tabhi wahan se ek tourist nikla aur usne ladke se pucha; Tourist: yeh bhed kitna doodh de deti hain? nepali: ji safed wali ya kaali wali? Tourist: safed wali. nepali: ji 2 ltr. Tourist: aur kaali wali? nepali: ji wo bhi 2 ltr. Tourist: yeh uun kitni de deti hain? nepali: ji safed wali ya kaali wali? Tourist: safed wali. nepali: ji 4 kilo. Tourist: aur kaali wali? nepali: ji wo bhi 4 kilo. Tourist: sale agar dono barabar doodh deti hain aur barabar unn deti hain to yeh kya safed wali aur kaali wali laga rakha hai?? nepali: ji wo baat aisi hai ki jo safed wali bhed hain wo mere pitaji ji ki hain.. Tourist: aur kaali wali? nepali: Wo bhi Pitaji ki hain.
Posted on: Fri, 27 Sep 2013 06:43:47 +0000

Trending Topics



Recently Viewed Topics




© 2015